Aye imaan walon ALLAH aur uske Rasool(saww)se
aage na barha karo aur ALLAH se darte raho
beshak ALLAH sunne wala khoob jaanne wala hai
Quran surat al Hijraat,ayat#01
Aap farma dein agar tum ALLAH se mohabbat
karte ho to meri perwi karo tab ALLAH tumhen
mehboob bana lega aur tumhare liye tumhare
gunah maaf farma dega aur ALLAH nihayat
bakhshne wala mehrban hai
Quran surat al Imran ayat#31
kya MOHAMMAD saww ki pairwi me eid milad un nabi a.s ka jashn aata hai ??
kya aaj aap jo tafseer ayaat ki peish kar rahe ho woh kisi hadeeth se kar rahe ho ??
agar nahin to aap ko ALLAH ke habeeb saww ke hadeeth ke mutabiq kaafir kaha gaya hai
agar haan to woh ahadeeth kahan hain ??
aur AAP saww ki pairwi me teesri eid nahin hai so jo ALLAH se mohabbat karta hai
uski do eidein hain aur jo gumraah hai wo 3 nahin 30 ya 300 bhi mana sakta hai
ye mera kiya huwe tarajim nahin balke eid milad un nabi manane walon ka karda ttarajim hain
ke ALLAH ke Rasool saww se aage na barha karo unhone do eiden manaiy
hum ne do manani hain unhone 5 waqt farz parhi hum ne 5 parhni hai
unhone ramadhan me farz roze rakhe hum ne ramdhan me farz roze rakhne hain
unhone unke Sahaba a.s ki pairwi ka kaha so unke Sahaba a.s ne Eid milad un nabi saww nahin manaya
hum bhi nahin manayengen lekin jisne in sub ke baad bhi manana hai uski marzi
guzaarish itni hi hai ke ise HISSA E ISLAM na qaraar diiya jaaye
@
Tooba Khan
@
*Muslim*
@
Detective