Khuda

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Khuda ne hum mein yeh kiya qadar e mushtarik rakhi
k meri aankh, tere labb se phool jharta hai

Khuda karay teri aankhen hamesha hansti rahen
diyaar e waqt se tu shadmaaN guzrta rahay
main mangti hon teri zindagi qayamat tak
hawa ki tarah se tu jawidaaN guzrta rahay

Khuda k wastay mera koyi apna na ho jaaey
zakham gehray hain pehle hi, yeh taza na ho jayen
Azaab e tishnagi jaisa khvaab e chasm hai apna
zindagi mout ho, phir se jo tabeer ho jaey
 
Top