main yeh kehna chahungy k khilafat ka mazmon intahai mushkil hai kyun k jo halaat hamarey musalman muashray ki hai us mein aisa kuch nazar nahin aata or jahan tak pakistan ki bat hai to uski bunyad hi thek nahi sorry to say magar jo us mulk ko chalanay walay log hain wohi jub achay nahi hungay to aik bunda aik dosray k khilaf hi hoga ab musalmano mein na itahad hai na hamdardi.