Kch Different Hu Jaye :p

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
main pe pe mango juice arzaN guzaraaN
o Rikshay waalay aa bjaa hor kina pukaaraN
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
Na tu ek roshan shama hoti na main parwana hota
Na tu mere rakshwy main school jaanti na main dewana hota
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
arz kiya hai

Sarak par har ghari jaisy rikshoN ka darya sa behta rehta hai
koun sa tera riksha hai,dil bas yeh to dhoondhta rehta hai
kaha tha likhana rikshay par tum maaN ki dua jannat ki hava
tu ne magar likhvaya mere samnay wali khirki mein chand ka tukra rehta hai
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
itna dubla ho gaya hoon rakshay ki kamai se
keh katmal bhi keench lete hain mujhe charpai se
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hazaroN manzilen ho gi hazaroN karwaan hon gay
rikshay walay wahan rukna laal ghubaray jahan hon gay
 
Top