Kalimah-e-Taiyabah

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
JazakAllah..!

Laken Designing Point of View se aak baat Kehna ChahOn ge..! itnay achay Designer hOo ker Yahan aap nay Text effects pe acha kaam kyun nahi kia..? {(thinkg)}
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
JazakAllah..!

Laken Designing Point of View se aak baat Kehna ChahOn ge..! itnay achay Designer hOo ker Yahan aap nay Text effects pe acha kaam kyun nahi kia..? {(thinkg)}
Tumharey comments ek dum perfect hai'n Hooria
baat ye hey keh mujhey designing kerni nahi'n aati mai'n ney jitna kuch bhi seekha woh kisi se poch poch ker seekha aur jub is field ki alif bey se waqif huwa tu ye maira pehla design tha jo mai'n ney banaya tu is mai'n jin batoo'n ki taraf tum ney isharah kia woh bilkul sahi hai'n,yad kro tumhari ek thread mai'n mai'n ney kaha tha mujhey bhi seekhao seekhney key silsiley mai'n mai'n buhat bhoka waqiey huwa hoo'n aur apney kaam per tanqeed ko mai'n hamaisha positive laita hoo'n keh jo aap key kaam mai'n kisi kami ki nishan dahi kertey hai'n unka maqsed aap ki dil azari kerna nahi'n hota bel keh woh chahtey hai'n key us mai'n nikhar paida ho tu faida tu maira huwa na mujhey khushi hui keh tum ney itney ghour se mairi is kawish ko daikha aur mazeed behter bananey ki nishan dahi ki, mairi behen Allah tumhai'n sada khush aur salamet rakhey,Ameen[DOUBLEPOST=1341590659][/DOUBLEPOST]
jazakAllah..

hoorya is right...{()|vbb
Buhat shukria Tooba
Mai'n ney Hooria ko jo comments diye
tum wo daiko tumhari baat ka jawab mil jaye ga
hamaisha khush aur salamet raho,Ameen[DOUBLEPOST=1341590722][/DOUBLEPOST]
JazakAllah Khair
Buhat shukria Zee Leo
hamaisha khush raho
Ameen[DOUBLEPOST=1341590788][/DOUBLEPOST]
JAZAKALLAH KHAIR BAHIYA..:)
buhat umda hai bahiya..buhat achi desinging ki hai..:)
Thx for such a beautifull shring..:)
keep it up..:)
Buhat shukria Piya mairi kawish ko serhaney key liye
hamaisha khush aur salamet raho
Ameen[DOUBLEPOST=1341590883][/DOUBLEPOST]
bht khubsurat kalam........ lakn bhai ak bat ha isko bht khubsurat bhi bna sakty thy ap..... plz do it.....
Buhat shukria Bela mairi behen
mujhey tumhari ek bhi baat sey ikhtilaf nahi'n
hamaisha khush aur salamet raho
Ameen[DOUBLEPOST=1341590958][/DOUBLEPOST]
JAZAKALLAH KHAIR
Buhat shukria mairey bhai
hamaisha khush raho
Ameen
 

Diva

Newbie
Mar 7, 2012
1,676
599
113
aap ke comments padhein Hoora ki post per ..
yaqeen karein gar aap khud se seekh kar yeh sari design banatey hain to yeh sari design kabil e tareef hain
main khud creative cheezein mian interest leti hoon .. aur khud se seekhti hoon .. isliye i know k kitni mehnat lagti hain

isliye meri janib se to WELL DONE JOB hian yeh .. aise hi seekhtey rahey or banatye rahien .. or EXperts ( hoorain ) ki batton ko bhi dhyaan main rakhein .. is se IA aapko bht madad milengi :)
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
SUBHANALLAH very nice Sohail bro Keep improving ur work well done :-bd

Diva sis main expert nhi hun is may HOoria hain unho ne hi comment kiya oooper :)
phir aap en emri tareef ki aapka bohat shukrya;) :p
 

Diva

Newbie
Mar 7, 2012
1,676
599
113
SUBHANALLAH very nice Sohail bro Keep improving ur work well done :-bd

Diva sis main expert nhi hun is may HOoria hain unho ne hi comment kiya oooper :)
phir aap en emri tareef ki aapka bohat shukrya;) :p
yaar yeh tum dono k naam mian na mujhe badi confusion hoti hian {)^})

but ab tareef kar hi di hian to tum apni samjh kar rakh hi lo :p wapoas mangtey to mian acchi lagongi nahin .. or tum dongi bhi nahin :p
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hahah haan naam similar hone ki wja se hum aksar aik dusre ka credit leti rehti hain ;)
aur bilkul tareef to main kabhi wapis nhi deti :p
 

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Jazakallah bhai very nice designing
maine bhi khud he seekhi hai kissi se pocha bhi nhi khud he karte karte agaya(wese maine koi chezz kabhi kisi se nhi seekhi)
 
Top