kaisi guzri aap ki Eid

  • Work-from-home

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
Asalam-o-Alaikum

How r u ?


aap sab ko guzishta Eid Mubarak


jaisa k aap sab jantey hain

k main Eid k dino mein


T.M pe nhi aa ska ..


tou mujhe pata bhi nhi


chala k aap logon

ki Eid kaise guzri



tou zara jldi se bta do

k kya krte rahe ho aap eid pey


i m waiting your replies
 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
niCe Thread
mujhe tO Eid ka pata hi nahi Chala Sara Din maSrOof hi tha Eid k dOosray Din dOstO k Saath gOomnay gayeh tO Os may buhut maza aaya
 
  • Like
Reactions: goodfrndz

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
pehlay ap batae na ap ki kase guzre eid?mare b bs teek he gozre,hum log kahe b nae gae,bs gar may he reh kar eid manae,
 

spicy_kareena

Newbie
Jan 18, 2009
2,211
493
0
29
rome
I'm really sorry I don't know how Eid days past in TM, because also i wasn't in TM...
I was enjoying with my family and friends so........ i really don't know
 
  • Like
Reactions: goodfrndz

haroonbaig

Newbie
Jun 28, 2009
682
275
0
42
I offered Eid Salat in Baitullah, Makkah and after that went to Jeddah, till late night v were on sea side. i stay there for 2 days. Alhamdulillah it wz better from the previous Eid but not as active n busy as of Pakistani Eid.
 
  • Like
Reactions: goodfrndz

whitrose

Newbie
Jul 9, 2009
245
251
0
Oman
Mera to bohot acha guzra , sare reshtidar s milne gayi , hamare yaha dastor hai k har eid ko ham apne khandan me apne baro s eid melne jate hai , to jin logo ko kafi time s mulaqat nahi howi un sab s mili , or baqi dino b busy the kq sab ham s melne ate rahe :)
 
Sep 8, 2009
7,895
5,402
0
England-Deep Darkness
{)^})

---------- Post added at 11:06 AM ---------- Previous post was at 11:05 AM ----------

Aey Dost Is Eid Par Bhi Bara Hangama Ho Ga
Nazrein Tujh Ko Dhondein Gi Na Janey Tu Kaha Hoga

Meray Dil Kay Makeen Aao Aankhon Ko Nazara Do
Haqeeqat Deed-E-Yaraan Ho Gi Eid Ka Bahana Ho Ga{)^})

Teray Tasuwar Se Bharta Nahi Kabhi Je Mera
Tera Aa Ke Milna Roze Eid-Roze Eid Suhana Ho Ga

Main Jante Hon Mushkil Hai Deedar Ap Ka
Tere Liye Phir Bhi Umeed Ka Chiragh Jalana Ho Ga

Yeh Hasratein Yeh Khushiyan Adhori Na Reh Jayein
Eltajaye Akhiri Hai Sirf Meray Liye Tum Ko Aana Hoga
 

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
mehmaano se gup shup rahi aur achi hi guzar gai.....lekin is baar outing k lye nahi ja sake hum log{)^})
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
well meri eid achi guzri is bar nd 1s day to ghr per he guzra but still maza aya {(baby2})
but is bar ye tha k logon may eid ka wo spirit nhe tha jo pehle howa kerta tha kabi {(thinkg)}
 
Top