kaash wo meri muhabat ma pagal hota
kaash wo mere rokne se ruk jata
balke usey muj se itna pyar hota
k mere rokne se pehle hi ruk jata
kaash wo na gya hota
par usey to jana tha
par kuch galti meri b thi
kaash ma usey apni zindagi na smjti
kaash wo b muje meri tara pyar karta
kaash ma jab uske aagey roti
wo muje gale se lagata
kaash usne mere ansoo saf kiye hote
kaash wo mera ho jata
muje dekh k din ka aghaz karta
kaash usey b meri tara neend na ati
kaash wo muje chor k na gya hota
kaash uske jate hi mera dum nikal jata
tab wo lot k aata aur khud ko tanha pata
phir usey ehsas hota
k bin muhabat jina kesa ha
kaash wo mere rokne se ruk jata
balke usey muj se itna pyar hota
k mere rokne se pehle hi ruk jata
kaash wo na gya hota
par usey to jana tha
par kuch galti meri b thi
kaash ma usey apni zindagi na smjti
kaash wo b muje meri tara pyar karta
kaash ma jab uske aagey roti
wo muje gale se lagata
kaash usne mere ansoo saf kiye hote
kaash wo mera ho jata
muje dekh k din ka aghaz karta
kaash usey b meri tara neend na ati
kaash wo muje chor k na gya hota
kaash uske jate hi mera dum nikal jata
tab wo lot k aata aur khud ko tanha pata
phir usey ehsas hota
k bin muhabat jina kesa ha