Jin k humsafar rooth jaya kartay h,
Wo chain se kab soya kartay h,
Sunatay nhi kisi ko dukh apna,
Bas akelay me chup k roya kartay hain,
Bari khoob ada hai ye Ehl – e – Wafa ki,
aankhon me nami or honton se muskuraya kartay h,
Bhalay hi hazaron shikway hon mehboob se,
Wo bas haal puch lay to sab bhool jaya kartay hain,
Bari ajeeb hai duniya Ehl – e – Dard ki Faiz,
Tanhai me aksar mehfilon ko sajaya kartay hain,