Lutf Vo Ishq Main Paye Hain Ka Ji Janta Ha
Ranj Bhi Itne Uthaye Hain Ka Ji Janta Ha
Jo Zamane Ka Sitam Hain Vo Zamana Jane
Tune Dil Itne Dukhaye Hain Ka Ji Janta Ha
Tum nahin jante ab tak ye tumhare andaz
Vo Mere Dil Main Samaye Hain Ka Ji Janta Ha
Inhin Qadmon Ne Tumhare Inhin Qadmon Ki Qasam
Khak Main Itne Milaye Hain Ka Ji Janta Ha
Dosti Main Teri Darparda Hamare Dushman
Is Qadar Apne Paraye Hain Ka Ji Janta Ha