~ Is it in the favour of Pakistan? ~

  • Work-from-home

He did right or not?

  • Yes

    Votes: 4 30.8%
  • No

    Votes: 5 38.5%
  • Don't know

    Votes: 4 30.8%

  • Total voters
    13
  • Poll closed .

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar


agr us ny zaleel hi hona tha to imandari se match khail kr fixers k hathon zaleel hota , apny sath poori qom ko bhagora ka title dilwa kr apny favrt country UK me ja betha.
yes,u right naveed..m agreed wid u again..
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca

well in my view he did absolutely wrong us ny na sirf apni country ko zalil karwaya bl k khud b zalil ho gya hai. first of all k wo LONDON kyu gya as u know k DUBAI ka crime rate LONDON k crime rate sy bht kam hai to usy asylum k liye LONDON jany ki zarorat kyu paish ai or agr usko apni jan kha khatra itna he ziyada tha to wo media ko kyu apni location bta raha tha. jo log usy DUBAI main mar sakty hain wo kya usy LONDON main ny mar sakty. bat rahe trust ki to wo beshak kisi pe b trust na karta na apni team na he kisi PCB k chairman pe sirf DUBAI police k officer k pass chala jata kisi b police station main.

2nd mistake uski ye hai k us ny POLICTICAL ASYLUM manga ENGLAND walo sy ye bat kya PAKISTAN ki favour mai hai? ye bat kya show karti hai usy PAKISTAN HIGH OFFICIALS tk pe trust ni. wo khud ko LONDON main bht safe feel kar raha hai. Jb k wo b janta hai k abhi kuch months pehly ek PAKISTAN POLITICAL PARTY k itny bary admi ka LONDON main he murder hua hai itni buri trha sy or wo phir b LONDON main rehny ko safe manta hai. itna bewakoof koi ni hota agr sacha ho to. He's in some kind of game of money matter.


yar tumhari to bato ka jawab ye hai tum to DUBAI main rehty ho tumhai to pta ho ga k waha pe crime kitny hoty hain and waha ka law kaisa hai as compare to LONDON. Us ny PAKISTAN k mu pe thappar mara hai k usy trust ni hai PAKISTAN pe or ENGLAND pe trust hai. what and idiot he is.

  • Crime rate ka is say koi lena dena nahi hai. Aysa logo ki pohach Dubai may hoti hai.. they are in power in Dubai but not in England.
  • Us nay Media ko sirf yeh bataya hai k wo London may hai.. us nay apni exact location nahi batai.
  • As I said, jis party nay us ko dhamki di.. us ki Power Dubai may bhi ho gi. Kiun k Pakistan k player ko ayse dhamki dena koi choti moti party ka kaam nahi.
  • Jis ka qatal howa tha, wo ek bahut bara risk tha jis kissi nay bhi lia.. yeh baat to obvious hai k Duniya may koi aysi jagah nahi jahan ap kissi ka murder na kar sakte ho... koi bhi secuity maut ko nahi rook sakti..
  • kia pata jahan say dhamki mili ho wo Pakistani officials say mili hoi ho.. as you know we are respectively known as top corrupted nation in the world.
  • Whatever he said, agar wo sab sach hai to he took the right action..



me mazeed Add krna chahon ga k uski itni value n importance ni thi k match fixing k liy usy jan se marny ki dhamki di jaiy , wesy b aaj tk kisi khilari ko jaan se marny ki dhmki match fixing ki waja se ni mili...
aur mery views me wo bik gea tha , but match khail kr harny k liy ni , blky final pr pakistani team ko disturbe kr k hrany k liy , is liy wo theek final waly din bhaga , aur bhgny ka tareeka b mashkook tha , team aur poori qom k zehn isi me uljhy rahy , aur match fixing k bad pakisatn crickt k liy aik aur moseebt, jo i think pakisat team ko ban krny k liy he.
Us ny Bhgny k paisy liy hain , wo ghadar he.
Ho sakta hai k Wicket Keeper ko special target banaya jata ho ayse kaam k lie... Kiun k Kamran Akmal to for sure rishwat leta hai... yeh bat ap us k behaviour say bata sakte hain..

or haan yeh possible hai k us nay bhagnay k payse lie ho.. may sirf us ko right is lie keh raha hon yeh assume kar k jo kuch us nay kaha wo sach hai.

but na to sach may janta hon na ap log, so hum apnay assumption ki based par us ko ghaddar nai keh sakte..

lets just talk general. according the information given.


agr us ny zaleel hi hona tha to imandari se match khail kr fixers k hathon zaleel hota , apny sath poori qom ko bhagora ka title dilwa kr apny favrt country UK me ja betha.
Imandari k sath khelta to zaleel nai qatal hota...
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Redvirus

Business Opportunities Network
VIP
Jul 3, 2009
13,363
7,771
1,313
Torino, Italy




  • Crime rate ka is say koi lena dena nahi hai. Aysa logo ki pohach Dubai may hoti hai.. they are in power in Dubai but not in England.
  • Us nay Media ko sirf yeh bataya hai k wo London may hai.. us nay apni exact location nahi batai.
  • As I said, jis party nay us ko dhamki di.. us ki Power Dubai may bhi ho gi. Kiun k Pakistan k player ko ayse dhamki dena koi choti moti party ka kaam nahi.
  • Jis ka qatal howa tha, wo ek bahut bara risk tha jis kissi nay bhi lia.. yeh baat to obvious hai k Duniya may koi aysi jagah nahi jahan ap kissi ka murder na kar sakte ho... koi bhi secuity maut ko nahi rook sakti..
  • kia pata jahan say dhamki mili ho wo Pakistani officials say mili hoi ho.. as you know we are respectively known as top corrupted nation in the world.
  • Whatever he said, agar wo sab sach hai to he took the right action..



1. Crime rate ka he lyna dyna hai buddy is sy wo LONDON kis liye gya hai phir un logo sy bachny k liye underworld Mafia kahe b ja sakti hai jab wo dubai jaisy international city main marva sakti hai to LONDON to kuch b ni hai us k agy. Ek obvious c bat hai k usy apni jan bachani the to wo khud aisy country main chala gya jis ka crime rate DUBAI sy ziyada hai ta k khud us ko marny k ziyada chances mil jaye. yar bat facts ki karo DUBAI ka crime rate as compare to LONDON k 1% b ni hai. chaho to kisi b legal lawyer sy puch lo.

2. Us ny media ko ye btaya hai k main LONDON ja raha hoon exact location ni btai then what will you say about this video jo k LONDON main us k hotel k room ki hai. Is sy ziyada exact location or kya hoti hai.


3. Underworld Mafia pury europe ko apni muthi main rakhta hai chahy to kabhi mafia ki beech ki larai pe bani hue documentry movies ya articals parh lyna k wo kaisy Europe sy drugs America smuggles karty thy.

4. Bht bara risk tha to phir ho gya na wo kam or usy kisi sniper sy shoot ni kiya churiyo sy mara tha usy wo b LONDON jaisy city main. jab ek itna bara admi mar sakta hai to zulqarnain jaisy ki to koi value ni hai us k samny.

5. Or agr usy dhamki PCB k he officals ki tarf sy mili the to ja k LONDON main mu khol dyna yu POLITICAL ASYLUM ki kya zarorat the ya DUBAI k he kisi b police station main mu khol dyta ja k.
 

nrbhayo

Newbie
Nov 23, 2009
111,082
9,732
0




  • Crime rate ka is say koi lena dena nahi hai. Aysa logo ki pohach Dubai may hoti hai.. they are in power in Dubai but not in England.
  • Us nay Media ko sirf yeh bataya hai k wo London may hai.. us nay apni exact location nahi batai.
  • As I said, jis party nay us ko dhamki di.. us ki Power Dubai may bhi ho gi. Kiun k Pakistan k player ko ayse dhamki dena koi choti moti party ka kaam nahi.
  • Jis ka qatal howa tha, wo ek bahut bara risk tha jis kissi nay bhi lia.. yeh baat to obvious hai k Duniya may koi aysi jagah nahi jahan ap kissi ka murder na kar sakte ho... koi bhi secuity maut ko nahi rook sakti..
  • kia pata jahan say dhamki mili ho wo Pakistani officials say mili hoi ho.. as you know we are respectively known as top corrupted nation in the world.
  • Whatever he said, agar wo sab sach hai to he took the right action..





Ho sakta hai k Wicket Keeper ko special target banaya jata ho ayse kaam k lie... Kiun k Kamran Akmal to for sure rishwat leta hai... yeh bat ap us k behaviour say bata sakte hain..

or haan yeh possible hai k us nay bhagnay k payse lie ho.. may sirf us ko right is lie keh raha hon yeh assume kar k jo kuch us nay kaha wo sach hai.

but na to sach may janta hon na ap log, so hum apnay assumption ki based par us ko ghaddar nai keh sakte..

lets just talk general. according the information given.


Imandari k sath khelta to zaleel nai qatal hota...

phir to koi na khaily , Qatal ho jain gy , aur aisa to kabhi sunny me ni aaya k kisi ko Qatal ki dhamki di gai ho , Wkt Keepr to hr team k hain , jo us se to acha hi khailty hain.
 
Top