Namaz Imaam Ke Piche Sure Fateha Padhna

  • Work-from-home

asimmithu

Newbie
May 3, 2011
22
38
0
ماشاءاللہ بھائی جی بہت اچھی تحریر یے مکمل دلائل کے ساتھ اب بھی اگر کوئی فرمان رسول علیہ السلام کو چھوڑ کر کسی اور کے فرمان کو مانتا اور اس پر عمل کرتا ہے تو اس کو اللہ سے ڈر جانا چاہیئے۔
جزاک اللہ بھائی جان
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Deen ka koi b masla ho, hamein ammal se pehle tehqiiq lazmi krni chahey.

mein aksar yeh misaal deta hon....

k dunyavi saman lene maslan ham "aaam(mango)" lena jaaeyin tu mango ko tatool tatool kr khredte hain, even every thing jo ham purchase krte hai usee achi trah check kr ke khrieedte hain.

magar jab deen ki baat aaati hai tu ham hadd haraami hi samj le ya laaparwahi ya aqeedat ki wja se keh detee hai k mooolana sb ne kaha ha, ham se ziada aalim hain, sahee kaha hai.

but muje yeh samjaein. Sheetaaan pehle kya tha.?

ALLAH ka bht hi muqarab EBAADAT krne wala....
magar jab NAAfarmani ki tu.... kya bangya....?

WALLAH -o- AALAM

jazakallah khair janab
bilkul sahi kaha apne ham har mamle me to chaukanne rehte hain lekin deen k mamlen me nahi
Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: ShahzadFaiz
Top