Namaz Imaam Ke Piche Sure Fateha Padhna

  • Work-from-home

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
mashaAllah bohat achhi sharing ki hai aap ne, nasir bhai...

Allah ta'laa hamaen quran-o-hadith ki taleemat haasil karne or amal karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen...

jazaakAllah Khair
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Is ka matlab meri aaj tuk namaz bargahe elahi me qabool nahi hoi kyon ke imam ke peche sanah ke baad to nahi perhta tha me....
 

ShahzadFaiz

TM Star
Jul 25, 2010
1,319
324
783
45
Multan, PK
Is ka matlab meri aaj tuk namaz bargahe elahi me qabool nahi hoi kyon ke imam ke peche sanah ke baad to nahi perhta tha me....

nai ap ko agar IS massla ka ilam nai tha is lye ap ki guzashta aamaal qabool hai. agar apko pata ho or aap amal naa karein tu phir wo aamaal ziaee honge.

WALLAH - o - AALAM
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Kindly namaz ke complete masael ka aik thread ya section bana den ager hain to link pm ker den plzzzz savio bro.....
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
  • Like
Reactions: ShahzadFaiz

ShahzadFaiz

TM Star
Jul 25, 2010
1,319
324
783
45
Multan, PK
Deen ka koi b masla ho, hamein ammal se pehle tehqiiq lazmi krni chahey.

mein aksar yeh misaal deta hon....

k dunyavi saman lene maslan ham "aaam(mango)" lena jaaeyin tu mango ko tatool tatool kr khredte hain, even every thing jo ham purchase krte hai usee achi trah check kr ke khrieedte hain.

magar jab deen ki baat aaati hai tu ham hadd haraami hi samj le ya laaparwahi ya aqeedat ki wja se keh detee hai k mooolana sb ne kaha ha, ham se ziada aalim hain, sahee kaha hai.

but muje yeh samjaein. Sheetaaan pehle kya tha.?

ALLAH ka bht hi muqarab EBAADAT krne wala....
magar jab NAAfarmani ki tu.... kya bangya....?

WALLAH -o- AALAM
 

ShahzadFaiz

TM Star
Jul 25, 2010
1,319
324
783
45
Multan, PK
iss per baaz log yeh be kehte hain k moolna sb ko jhoot bolne ka kya faida.?

ye 1 alag section hai, jis kisi ko iska jawab chahye tu muje pm kr ke lee sakta hai. INSHa ALLAH tafseel se samjaon ga k unko kya faida hai................



ALLAH Hamaara HAAMI-o-NAASIR ho,,,, AAAAMEEEEEN...
 

"""veer"""

Newbie
Apr 22, 2010
207
109
0
34
bhai bohat pyari sharing meray demagh main yeh sawal kafi arsay say tha aj ap nay is sawal ka jawab dai dia ALLAH AP PAR CRORON RAHMATIEN NAZIL FARMIEN
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
mashaAllah bohat achhi sharing ki hai aap ne, nasir bhai...

Allah ta'laa hamaen quran-o-hadith ki taleemat haasil karne or amal karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen...

jazaakAllah Khair

Aameen
Allahi barik feek
bohot shukriya janab
 
Top