ik khwab safar main hai
phouloon main nahi utra
jo rang shajar main hai
rehmat ka ishara hai
is ghoor andhere main
umeed ka tara hai
ab farz hifazat hai
yeh PAK watan saathi
ALLAH ki amanat hai
ik baagh bane aisa
ho khaak k takhte per
koi aur na us jaisa
hum taaj yeh heera hai
duniya k sumander main
yeh mulak jazeera hai
baaghoon main khilain kaliyaan
rehain rooz e qayamat tak
aabaad TERI galiyaan
yeh khawab rehe zinda
hai ajj bhi yeh rooshan
kal aur ho taabinda
gulzar bana dain ge
is chaand zameen ko hum
taaroon se saja dain ge
pehchaan humari hai
yeh PAK zameen yaaro
jind jaaan humari hai
kirnoon k ishaare hain
yeh chaand humara hai
hum is k sitaare hain
ik chaand ik tara hai
lehrata howa PARCHAM
ailaan humara hai
taameer ki soorat hai
is dais ka her bacha
taabeer ki soorat hai
phouloon main nahi utra
jo rang shajar main hai
rehmat ka ishara hai
is ghoor andhere main
umeed ka tara hai
ab farz hifazat hai
yeh PAK watan saathi
ALLAH ki amanat hai
ik baagh bane aisa
ho khaak k takhte per
koi aur na us jaisa
hum taaj yeh heera hai
duniya k sumander main
yeh mulak jazeera hai
baaghoon main khilain kaliyaan
rehain rooz e qayamat tak
aabaad TERI galiyaan
yeh khawab rehe zinda
hai ajj bhi yeh rooshan
kal aur ho taabinda
gulzar bana dain ge
is chaand zameen ko hum
taaroon se saja dain ge
pehchaan humari hai
yeh PAK zameen yaaro
jind jaaan humari hai
kirnoon k ishaare hain
yeh chaand humara hai
hum is k sitaare hain
ik chaand ik tara hai
lehrata howa PARCHAM
ailaan humara hai
taameer ki soorat hai
is dais ka her bacha
taabeer ki soorat hai