lakhon mein aik hai......shukr kero
wow abhi bhi yeah thread chalta hailakhon mein 1 wala mujhe chahye bhi nahi
tum doctor ban gayi kya maham
kahan shb bhayya
jab main ne tm join kiya tha tab main 1st year mein thi ab 4th year mein hn
4th year ke baad final year phir main ready ap sab ka treatment karne ke liye