Hazrat Syyedina Adam Alaihissalam

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
also known as ABUL BASHAR (father of humans) the “adam” is of siryani language, according to salabi in hebrew language “adam” means “dust” …according to ibne khaisma,Hazrat Adam alehissalam’s life was about 960 years, imam nowi writes in his book TAHZEEB, it is mentioned in some history books that hazrat adam (alehissalam) has lived 1000 years but according to hadees e nabawi, hazrat adam alehissalam has given 40 years from his age to hazrat daood alehissalam thus hazrat adam alehissalam has lived 960 years.. allah knows best
“““““““““““““““““““““““““““““““““““““““““““““““““`
HAZRAT SYYEDINA ADAM ALAIHISSALAM : Abul basher hain, ye ism ADAM siryani hai, salabi kehte hain ke ibrani zabaan me mitti ko adam kaha jata hai is waste se mitti ki munasibat se hazrat adam alaihissalam ka naam ye rakha gaya. Ibn e khaisma ne kaha hai kea dam alaihissalam ki hayat 960 saal thi, imam nowi apni kitab tehzeeb me bayan karte hain ke history ki kitabo me hazrat adam Alaihis Salaam ka 1000 saal zinda rehna mash hoor hai. Magar hadees e nabawi ki roshni me aap ka hazrat DAOOD alaihissalam ko apni umr se 40 saal dena sabit hai is lehaz se aap ki umr 960 saal sahih maloom hoti hai..

@Hoorain @Abidi @Haya_Fatima @Iceage-TM @Shiraz-Khan @Toobi @Khushboo @Haya_Fatima @Pakistani_angel @whiteros
 
Top