Haisiyat...

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
arry popat he said.. yeh jo KHUD SAKHTA keemti hoty hen in logon ko me Paon ki Dhool samjta hon.. means just a pile of dust.. nothing else.. :D
I see X_X
is main Popat bolne ki kia baat thi :oo
Main to Masoom hoon na :p
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
well i dont care.. koi agar IS liye bhoola he ke wo kisi Zoa'm ki waja se Guroor o Takabbar ki waja se bhula dena chhata he to.. i dont agree..
haan magar kuch logon ke maazi me.. koi aisee baat jo dukh takleef deti ho un ko.. to us ka bhulaa dena hi acha he.. magar in that case i hv first hand xperienc .. aisey log keemti HOTY HEN.. banty nahi :D
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
haan magar kuch logon ke maazi me.. koi aisee baat jo dukh takleef deti ho un ko.. to us ka bhulaa dena hi acha he.. magar in that case i hv first hand xperienc .. aisey log keemti HOTY HEN.. banty nahi :D
Lolllz...:p
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Bohat khoobsurat quote hay Shizu.

Hazarooon Khamiyan Hain Mujh Main, Mujhay Maloom Hay
Par Ek Shaks Hay Nadaan, Mujhay Anmool Kehta hay :))

Ali dekh lo kahin us ko tumhara naam kisi ne Ghalat to nahi bata diyaa =))

aur tum awain hi apni jaga khush ho rahy ho :D
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Ali dekh lo kahin us ko tumhara naam kisi ne Ghalat to nahi bata diyaa =))

aur tum awain hi apni jaga khush ho rahy ho :D
unse zyada to mujhe AAP khush lag rahe {(laugh)}
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
aur mera osool he ke jo aisey Bhool jaey.. us ko Dandey ke zor par yaad karwana chhye..
THATS what i meant.. @Shizu
agar koi apne maazi ko bhul bhi jaye ya phir jaan bhuj kar usko nazar andaaz karde to phir waqt khud unko phir se yaad dilaa hi deta hai
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
isme :))
kia zaroorat thi :-??
aap kay myaaar ko poora kar raha hoon madam... aap hi na kaha tha kay serious baatoon main bhii hanstay dekha hay mujhay :p

waisay bhi iss icon kay lagaanay say aksar 'hansii' main daba diya jaata hay serious baatoon ko, main nay bhi yehi nakaam koshish kii hay :)
 
  • Like
Reactions: Zach

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
agar koi apne maazi ko bhul bhi jaye ya phir jaan bhuj kar usko nazar andaaz karde to phir waqt khud unko phir se yaad dilaa hi deta hai
Agreed.. leken .. i m sorry to say.. Har baar waqt ka intezaar karney waly .. intezaar hi karty reh jaty hen..

wese b.. i was trying to say .. if that past is related to u.. by any means.. den just go for it..
warna .. kisi ko kya faraq padta he koi Chupaey ya Dikhaey :)
 
  • Like
Reactions: saviou

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Ali dekh lo kahin us ko tumhara naam kisi ne Ghalat to nahi bata diyaa =))

aur tum awain hi apni jaga khush ho rahy ho :D
bhai sahab... last name hum dono aik jaisa hii share kartay hain.....yeh naa hoo kay baat aap ki ho aur khushiyan main mana raha hoon :)) :p
 
  • Like
Reactions: Zach

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
bhai sahab... last name hum dono aik jaisa hii share kartay hain.....yeh naa hoo kay baat aap ki ho aur khushiyan main mana raha hoon :)) :p
aur mer ebhai.. me LAST se nahi balkey apny FIRST name se jana jata hon.. so fiker not :D
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
aur mer ebhai.. me LAST se nahi balkey apny FIRST name se jana jata hon.. so fiker not :D
aur main tou thefire1 hii tehraa yeh tou aap hain jo Last name say pukkartee hain, warna abhi tak kisi ki himmat nahin hoyee :))
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Agreed.. leken .. i m sorry to say.. Har baar waqt ka intezaar karney waly .. intezaar hi karty reh jaty hen..

wese b.. i was trying to say .. if that past is related to u.. by any means.. den just go for it..
warna .. kisi ko kya faraq padta he koi Chupaey ya Dikhaey :)
yahan waqt yaad dilayega se matlab ye nahi ke intezar kiya jaye aur na ye khud ki baat ho rahi hai

agar koi banda shohrat me bohot aage badh jaye aur apne sath walon ko haqeer samajhne lage to iska matlab hai ye apne maazi ko bhul gaya aur aise nahi ke ye hamesha shohrat me hi rahega ye to bas Allah ki taraf se azmaish hoti hai aur phir waqt usko wapas maazi me lee jaa sakta hai

aur apki baat se agree karte hain agar khud par lagoo karna ho to
jaise ham bina koshish kare kisi cheez ka bas intezar karne ke waqt ayega to ho jayega ye galat hai balke koshish karte huye sahi waqt ka intezar karna chahiye :)
 
Top