Haisiyat...

  • Work-from-home

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
yahan waqt yaad dilayega se matlab ye nahi ke intezar kiya jaye aur na ye khud ki baat ho rahi hai

agar koi banda shohrat me bohot aage badh jaye aur apne sath walon ko haqeer samajhne lage to iska matlab hai ye apne maazi ko bhul gaya aur aise nahi ke ye hamesha shohrat me hi rahega ye to bas Allah ki taraf se azmaish hoti hai aur phir waqt usko wapas maazi me lee jaa sakta hai

aur apki baat se agree karte hain agar khud par lagoo karna ho to
jaise ham bina koshish kare kisi cheez ka bas intezar karne ke waqt ayega to ho jayega ye galat hai balke koshish karte huye sahi waqt ka intezar karna chahiye :)

sehi kaha aap ne..

magar ek thoooooooooooda sa ikhtalaaf karon ga..

for example.. mera mizaj nahi he ke koi agar Shohrat ki waja se bhool jaey to us waqt ka intezaar karo jab wo us ka sooraj ghuroob ho aur wo phir pehly haal me aa kar apni ghaltion par nbadam ho.. WHO KNOWS ke wo waqt aaey ya nahi.. yaa fir aaey to sahi maagar dekhney ke liye kon baki bacha ho.. so my rule is.. aap khud me bahut keemti hen.. if sum1 acts like dis to u.. stop him/her in middle of road .. and show him/her who thy really are.. and den .. Laanat bhaijo un par aur .. ja ake kisi ache se restaurant me thanda shanda pio.. :p
 
  • Like
Reactions: STAR24 and saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

jee har ek ki apni soch hai aur samajh hai aur apna soch samajh ka zawiya hai apna andaaz hai

hamara aqeeda hai ke Islam aisa deen hai jo har soch samajh mizaj ke zawiye ko takmeel deta hai har soch samajh ka ilaaj ya jawab Islam me hi hai

har kisi me itni himmat nahi hoti ke samne wale ko ahsaas dilaye ke unka maazi kaise tha

aur aap ne sahi kaha ke pata nahi wo waqt ayega bhi ke nahi aur aaye bhi to dekhne wala hoga bhi ke nahi

isiliye islam kaamil mazhab hai isliye akhirat ka din muqarrar hai jahan har kisi ko insaaf milega aur mazloom yahan usi halat me khatam ho gaya to usko uska badla Allah rabbul izzat kal zaroor denge, zaroori nahi wo yehin reh kar dekhe yehi to azmaish hai yehi to imaan ki alamat hai ke Allah par yaqeen rakho yahan nahi to wahan ye dunia waise bhi fani hai
 
  • Like
Reactions: STAR24

aap ka el ek lafz sehi he..

magar maaf kijiye gaa.. me zulm sehne ko b zulm karna hi samjta hon.. aur baat sirf Himmat ki nahi he.. Zameer ki b he.. asal Taqat to aap ka apna zameer hi he.. ke bhari mehfil me b aap Sachi baat kjehty hue jijhken na.. anyways..

jahan baat Islam aur Iman ki ho.. to mere khyaal me yeh kisi b tor jaez nahi ke aap qudrat hoty hue Mazloomiyat ka libada osh len ta ke Aakhrit me Allah se acha ajar mily.. mere khyal me yeh Bad-niyati hui..

sorry.. as u said .. sab ki apni apni soch he.. :)
 
  • Like
Reactions: saviou

jee bilkul sahi kaha aap ne zulm sehna bhi zulm hai aur qudrat hote huye bhi mazloomiyat ka libaada odh lena ye to buzdili ho gayi phir

aap apni jagah sahi hain janab ye sab se to ham ittefaq karte hain

lekin baat wo nahi ho rahi baat ye hai ke agar taqat na ho tab insaan ko sabr aur Allah par hi tawakkal karna chahiye

haan agar taqat o quwwat hai phir bhi ham ghar baithe hain to phir ye bilkul galat hai balke buzdili hai

Jazak Allah khair :)
Allah ham sab ko sahi deen samajhne aur phir uspar amal karne ki taufeeq ataa farmaye Aameen
 
Top