Mujhe haal e dil batana chahti thi
aankhon se aankhen milana chahti thi
uspe bhi karti hai jabr ye dunya
shayad kuch aisa sunana chahti thi
dariche tak aa ke parda na utha saki
janta hun pyas e nigah bujhana chahti thi
hansi ke peeche thi udaasi uski jese
mujhe dard sehna sikhana chahti thi
ulfat ne meri use karne na diya shukr
wo dunya se sath apna turwana chahti thi
mumkin hone na diya dunya ne wo
mere tazkiro me khudko bhulana chahti thi
woh dawa hum du'a karne wale
wo zindagi sang ChiragH ke bitana chahti thi
***S_ChiragH***