give a answer

  • Work-from-home

piya

Newbie
Jul 21, 2011
992
672
243
Istanbul
salam doston...aj mai app se ek islamic q karne ja rahin hoon..ya q ek buhat eham hai..kal mai news sun rahi thi ka mai na ek news dekhi jis mai do larka larki ek dosary se payaar karty tha..wo karachi ka rahne waly tha...un ki family mai thori fight chal rahi thi...lakin is se un dono ka payaar mai koi kharabhi na ayi..laikn un ka parents u ki shdi ka liya nahi manne or ya kha kar inkaar kr diya ka islamm love mariige ki permission nahi deta.....to kaya ya sch hai ka allah talaah ko do payaar karne walo ko alag kar dena ka hukum diya hai or un ko arrange marrige karne ka hukum diya hai...kal is news ko dekh kr mar dil mai buhat se sawal hain jin mai se mujh ko kuch ka answer chiya..plz give answer:)
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wssalam u alaikum
islam me shadi se pehle larka larki ki marzi maloom karna zaruri hai,
lekin shadi se pehle kisi se b kisi kisam ka taluq qayam karna gair'sharai hai.jise aj kal pyar ka naam dy diya jata hai yeh dimagh ka khalal,nafs ki bimari aur be'hayai hai..
Allah boht muhabbat karne wala hai aur isi liye to islam ne hadood qayam ki hain ta'k insan kisi b kisam ki kharabi se door rahe aur apni azdawaji zindgi me muhabbat aur sakoon paye,muhabbat shadi'shuda zindgi me pasndidgi ki nigah se dekhi jati hai hai..shadi se pehle islam me is ka koi tasawur nhi..
Allah hidayat dy
Ameen
 
Top