Ghazlon Ki Bait Baazi !!

  • Work-from-home

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
78_zps8c5ae773.gif

TM Friends How are You All

Aap sab ko
10.png

Gazlon ki Bait Baazi Main ..

Friends Aap sab k liye boht interesting silsila shuru kr rha hon Hope Aap Sab
Enjoy Karingy ....

TM Bazm e Ghazal Boht Interesting Thread Hai Yahan Par Aap sb Daily Apni Aik
Favorite Ghazal Share Karaingy But Aik Rule Hai Or Wo Ye k Above Member Jo
Ghazal Share Karega Below Member ko Us Ghazal k last shair k kisi bhi Word Se
Ghazal Share Krni Hai :p

So I'm Starting

Ghum Sum Howa Awaz Ka Dariya Tha Wo Ek Shakhs
Pathar bhi naheen ab wo sitara tha jo ik shakhs

Shayd wo bhi koi harf-e-wafa dhoond raha tha
Chehroon ko baray ghor se parta the wo ik shaks

Sehra kee tarah dair se piyasa tha wo shayd
Badal kee tarah toot key barsa tha wo ik shakhs

Ay taiz hawa koi khabar us key janoon kee!
Tanha safr-e-shouq pe nikla tha jo ik shakhs

Ab akhree sitroon main kaheen naam hai us ka
Ahbaba kee feh-rist main pehla tha jo ik shakhs

Hathoon main chhupay hoay phirta hai kai zakham
Sheeshay key khilonon se behilta tha jo ik shakhs

Mur mur key isay dekhna chahain meri akhain
Kuchh door mujay chhornay aaya tha jo ik shakhs

Har zehn main kuchh naqsh-e-wafa chhor ghia hai
Kehnay ko bharay shehr main tanha tha jo ik shakhs

Munkar hai wohee ab meri pehchan ka Mohsin
Aksar mujay khat khoon se likhta tha jo ik shakhs

Is Ghazal k Last Shair k kisi b word se nxt member ko Ghazal share karni hai !!
 
Last edited:

soul_of_silence

Tm ki shy heer
Hot Shot
Jul 26, 2013
18,623
7,603
363
30
Lahore,Pakistan
View attachment 88410
TM Friends How are You All

Aap sab ko
View attachment 88411

TM Bazm E Ghazal Main ..

nyxxxxxxxxxxxx
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Wah wah interesting nani :-bd thread ka naam GHAZLON KI BAIT BAAZI bhi acha lgta ;;)
main jald hi share karty hun inshALLAH. :)
 
  • Like
Reactions: Fanii

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Wah wah interesting nani :-bd thread ka naam GHAZLON KI BAIR BAAZI bhi acha lgta ;;)
main jald hi share karty hun inshALLAH. :)
Thnx shiz piz and nice title jo u ne sugggest kia :p
ok u title change kr do :D
 
soul_of_silence

Tm ki shy heer
Hot Shot
Jul 26, 2013
18,623
7,603
363
30
Lahore,Pakistan
okay i take the sentence Munawar

Hoi Hai Jis Se Munnawar,, Her Ek Aankh Ki Jheel,

Zamaney Bhar Ki Nigahon Mai Jo Khuda Saa Lagey,
Wo Ajnabi Hai Magar Mujh Ko Aashna Sa Lagey,

Na Janey Kab Meri Dunya Mai Muskuraaye Ga,
Wo Aik Shakhs,,, Jo Khawabon Mai Bhi Khafaa Sa Lagey,

Ajab Cheez Hai Yaaron Ye Manzilon Ki Hawas,
Ke Raahzan Bhi Musafir Ko Raahnuma Sa Lagey,

Dil-e-Tabah! Tera Mashwara Hai Kya Ke Mujhe,
Wo Phool Rung Sitaara Bhi Bewafa Sa Lagey,

Hoi Hai Jis Se Munnawar,, Her Ek Aankh Ki Jheel,
wo chnad aj bhi ,,Mohsin ko kam numa sa lagay

@Fanii @Shizu
 
Top