Ghazal

  • Work-from-home

Talib

Newbie
Oct 29, 2010
5
5
0
qaid kar rakha hai use palkon k hiasar me
lahu jo tapka tha ashkon ki dhar me

dhundata tha jisse uske tabassam me
mili woh hayat us ki nafrat k asrar me

kiase kehte ho hume bhula diya nasikh
k hum hi to hain teri churion ki chankar me

gar na hota unki muhabat ka yaqeen
to mar na jaate hum pehele hi inkar pe

jo sun lete the kabi sargoshian hmari
aaj dete nai jawab ksi bi pukar pe

talib nai jagah uski dil e musmaar me
k rehta hai woh ab khawahishon k mizar me

 
  • Like
Reactions: mirza37
Top