dil ke chokhat p jo ik deep jala rakha hai...!
taray laut anay ka imkan saja rakha hai...!
sans tak b nahin latay tujay sochtay wakt...!
humne is kaam ko b kal p utha rakha hai...!
ruth jatay ho to kuch or haseen lagtay ho...!
humne yay soch k tumko KHAFA rahka hua hai...!
tum jisay rota hua choor gay thay ik din...!
humne is sham ko senay se laga rakha hai....!
taray janay se jo ik dhol uthti the gham ke...!
humne is dhool ko ankhon main basa rakha hai...!