Daman Phaila To Sahi...

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
ho k sharminda gunaho se kabhi sir ko jhuka to sahi
wo kare ga maaf tuje do ashk baha to sahi

rahe gi chandni qabar may bhi saath taire
tu uski yaad ko dil say laga to sahi

na rahe ga mohtaj kabhi tu kisi ka
kia hay jo khuda se aihad wo nibha to sahi

wo hay ghafoor_o_raheem sunta hay dua sab ki
arey nadan apne haath utha k daman phaila to sahi
 
Top