Competition among students!(Question of the week 3rd july 2012)

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum
aaj ka sawal Students may competiton se related hay!
Mostly aisa hota hay k Students may competiton ka ehsas paidda kiya jaata hay jis se students ziada grades hasil akrne k liye ziada struggle karte hain!
jahan is ka ye faida hay k Students studies may active hote hain struggle karte hain Ziada learn karte hain,,strong competitor bante hain
Wahan aik ye cheez bhi daikhne may aayi hay k Mostly students may ye competiton HASAD,jealousy aa jaati hay jo use competiton to win karwa sakte hain magar us students ki shakhsiyat kharab ho jaati hay jo surely future may na sirf job ,studies balke routine life may bhi nuqsan deh hay!
AAP sab ka kia khayal hay Students may COmpetiton ka ehsas paida karna kis had tak sahi hay?
Ya agar ye ehsas paida kiya bhi ja rha hay to us k saath aur mazeed kia training deni chahiye k hasad na bane?
 
Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom

walaikum assalam
bot common aur aaj kal bare issues main se sawal kiya hai aap ne:)
first thing is ke jab b koi competition hota hai tou sab logon ki self esteem unhain bas yehi ehsaas dilaati hai ke bas wohi jeetenge, halaanki unhain just apni taraf se poori koshish karni chaiye ke wo apna talent, apni mehnat se naam kama saken. jab k majority is k opposite ho jaate hain k jo un k barabar muqaable main hai us se dushmani hasad kar liya, aur ye tabhi hota hai ke shayed kahi na kahi unhain ye darr hota hai k ye person jeet jaye ga ya un se baazi le jaaye ga....
agar hum competition ko sirf competition leke deal karen tou it would be all perfect, but us ko had se ziyada possessively lena is not gud at all
coz baaz dafa is se hamara hausla aur bharne k bajaye doosre se comparison ya jalousy ki wajah se kum ho jaata hai, ehsaas-e-kamtari vaghaira ka b chances hain

to the topic: competition ka ehsaas ek khas aur different tareeeqe se dilana chaiye, like ese bolna k tumhain us bacche se jeetna hai vaghaira kehne k bajaye ye sab ko ikatthe kaha jaye k aapko apni anthak mehnat kar k apna talent aur apne skills dikhaane hain tou would work:s plus training ya prep k saath sab ko equally train karna chaiye, agar ek specific bacche ko khas ya alag se treat karenge baqi sab se tou un main is wajah se b hasad aa sakta hai, aur teachers ya mentors ko bacche/students hamesha accha maante hain, tou un teachers ko b khas taur pe bacchon ko ye hausla dena chaiye ke agar aap jeete tou theek per agar haare tou datz not a end of the world, u'll b given more opportunities to show ur skills n talent......
 
ahaaan true said :-bd

N nice suggestion!
but aksar ye competition ka ehsas ghar se bhi hota hay parents ki taraf se to i think unhe bhi apne bache ko aik healthy compeition k liye to zarur motivate karna chahiye but is tara k jealousy factor un k mind may na aaye!

Waise to ye J factor,,work place waghaira pe bhi bohat daikhne may aata hay,,log itna ziada time Dusro ko D-grade n demotivate karne may lga daite hain,,utna hi khud ko improve karne may lgayain to na dusre ka nuqsan ho aur APna bhi bhla ho jaaye ,,aur us jaga ka bhi jahan wo kaam akrte hain:s

Thanx for nice reply nellu :-bd
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Basically har insan mai ek khaas khobi hoti hai jo usse dosron se aala banati hai. Har insan agar us khobi ko pehchan le to zindagi guzarne mai asani hojait hai.
upar ke points isliye likhe Q ke sirf student he mai nhi hum mai bhi competiton mojood hai. Chahe hum office mai kaam karte ho ya apne relatives mai hote hon hum jab aesi koi cheez dekhte hain jo humare pass nhi to usko hasil karne ki koshish karte(chahe sahi tareeqa ho ya ghalat).
Tabhi ajj hum competiton ki dor mai itne masroof hogay hain choti choti khushion ko nazar andaz kar dete hai. Kisi maa ki koshish hoti hai uska beta sports mai bhi acha ho aur grade bhi acha le jesa uski dost ya relative ka beta ya beti leti hai. Koi shakas sochta hai jesi gari mere falan relative ke pass hai wo mere pass q nhi even pehle Firms and industries mai competition ke bare mai suna jata tha ab kisi bhi level par dekhain to humain sirf competion he dikhta SATISFACTION kahin nazar nhi aati aur yahi humari soch, shksiyat ko day by day khokhla kar rahi hai.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ahan well said muskaan!
But sawal hay students k mind may competition ka itna ziada zor daalna k usse wo har tara win karna hi chahte hain! healthy competiton nhi rehta wo,,wo constructive ki bjaaye destructive ho jata hay!

AB ye cheez bohat ziada daikhne may aayi hay choti choti class k students ki bhi aapas may dushmaniyan hay issi competition k naam pe!
jab main school student thi studies may meri sab se barri competitor meri Apni best friend thi!
during examz in studies hum bohat strict n tough competitors rehti,,but us k ilawa hum friends thi hmare relation may hamari life may competition ya jealousy nhi aayi!
lakin ab is tara k competition studies k ilawa poori zindagi ko effect karta hay un pesons k ,,students k bhi employees etc k bhi.
uski kia reason hay kia mentors theek se guide nhi akrte? parents ziada force karte hain ya khud bache ki nafsiyaat may hoti hay ye baat?
aur uska hal kia hay us k liy koi suggestion dain aap?
 
mai shadow hoon wo siggy muskan ne diya hai.:p
@
Actually hum khud constructive competition ko Accept nhi karte
Hum means humare parents, teachers jo hamesha ek bache ki zaat ko uske hawale se nhi dekhte bulke hamesha usse yeh ahsas dilate hain ke tumhain falan ki tarhan nuber lene hain ya sports mai tumhe uski tarhan banna hai aur yeh sab cheezain bache ko automatically competition ki taraf lejati hai. competiton bache mentally aur physically dono tarhan se affect karta hai jese kuch bache ko dikha gaya hai ke exam ke qareeb ate he khana kam kardete hain apne un doston se dor bhagte hain unhain ghar bulane se avoid karte hai jinke marks ache ate hain ya watever Q ke unko yahi dar hota hai phir meri mom mujhy mere dost ki khubiyan batengi than mentally pressurize karengi ke mujhy bhi aesa banna hai.
Iska solution yeh ke parents apne bachon ko time dain unki abilities ko observe karen yeh dekhain ke humara bcha kis cheez mai ziada acha uski us khobi ko lekar tareef karain bache mai khud hosla peda hoga ke hab mai lets say Social studies mai acha hoon to mai science mai bhi ache numbers le skta hoon. Parents teachers ko meetings mai bache ke bare main ziada se ziada batain. Parents aur teacher har bache ko uski khud ki physical and mental ability ke hisab se treat karen Q har kisi mai sari khubian nhi hosakti jese humari fingers same nhi hain. [DOUBLEPOST=1341419906][/DOUBLEPOST]
ahan well said muskaan!
But sawal hay students k mind may competition ka itna ziada zor daalna k usse wo har tara win karna hi chahte hain! healthy competiton nhi rehta wo,,wo constructive ki bjaaye destructive ho jata hay!

AB ye cheez bohat ziada daikhne may aayi hay choti choti class k students ki bhi aapas may dushmaniyan hay issi competition k naam pe!
jab main school student thi studies may meri sab se barri competitor meri Apni best friend thi!
during examz in studies hum bohat strict n tough competitors rehti,,but us k ilawa hum friends thi hmare relation may hamari life may competition ya jealousy nhi aayi!
lakin ab is tara k competition studies k ilawa poori zindagi ko effect karta hay un pesons k ,,students k bhi employees etc k bhi.
uski kia reason hay kia mentors theek se guide nhi akrte? parents ziada force karte hain ya khud bache ki nafsiyaat may hoti hay ye baat?
aur uska hal kia hay us k liy koi suggestion dain aap?
mai shadow hoon wo siggy muskan ne diya hai.:p
@
Actually hum khud constructive competition ko Accept nhi karte
Hum means humare parents, teachers jo hamesha ek bache ki zaat ko uske hawale se nhi dekhte bulke hamesha usse yeh ahsas dilate hain ke tumhain falan ki tarhan nuber lene hain ya sports mai tumhe uski tarhan banna hai aur yeh sab cheezain bache ko automatically competition ki taraf lejati hai. competiton bache mentally aur physically dono tarhan se affect karta hai jese kuch bache ko dikha gaya hai ke exam ke qareeb ate he khana kam kardete hain apne un doston se dor bhagte hain unhain ghar bulane se avoid karte hai jinke marks ache ate hain ya watever Q ke unko yahi dar hota hai phir meri mom mujhy mere dost ki khubiyan batengi than mentally pressurize karengi ke mujhy bhi aesa banna hai.
Iska solution yeh ke parents apne bachon ko time dain unki abilities ko observe karen yeh dekhain ke humara bcha kis cheez mai ziada acha uski us khobi ko lekar tareef karain bache mai khud hosla peda hoga ke hab mai lets say Social studies mai acha hoon to mai science mai bhi ache numbers le skta hoon. Parents teachers ko meetings mai bache ke bare main ziada se ziada batain. Parents aur teacher har bache ko uski khud ki physical and mental ability ke hisab se treat karen Q har kisi mai sari khubian nhi hosakti jese humari fingers same nhi hain.
 
  • Like
Reactions: hoorain

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
ahaaan true said :-bd

N nice suggestion!
but aksar ye competition ka ehsas ghar se bhi hota hay parents ki taraf se to i think unhe bhi apne bache ko aik healthy compeition k liye to zarur motivate karna chahiye but is tara k jealousy factor un k mind may na aaye!

Waise to ye J factor,,work place waghaira pe bhi bohat daikhne may aata hay,,log itna ziada time Dusro ko D-grade n demotivate karne may lga daite hain,,utna hi khud ko improve karne may lgayain to na dusre ka nuqsan ho aur APna bhi bhla ho jaaye ,,aur us jaga ka bhi jahan wo kaam akrte hain:s

Thanx for nice reply nellu :-bd
ye tou taqreeban har ghar har jagah hota hai sis, but it should not be, coz kuch bacche us baat ko suni an suni kar dete hain, kuch try karne lagte hain k apne behen bhai jesa (jis ki ammi abbu ne misaal di) us jesa banen, kuch un se nafrat ya dushmani maul le lete hain (most likely), aur kuch bacche jo sensitive hote hain wo ehsass-e-kamtari main mubtila......
aaj kal tou har jagah hi esa dekhne main aaya hai k log apni job se ziyada just doosron se aage nikalne k liye ya neecha dikhane k liye ziyada mehnat karte hain..... dis is a fact, meri previous job pe esa kuch mene mehsoos kiya tha, aur abi wali pe b thore bot scene dekhne ko mile hain, but thankfully Hamare Boss har situation ko under control kar lete hain
ese issues se bachne k liye wo har bande ko different task dete hain, yun tou har ek ka apna role hota hai but alag se us pe samjhana n den koi b aim dena, he never says ke jo ziyada accha kaam kare ga usey main bonus doonga n all, balki wo har bande ko alag alag se kehte hain k tumhain apna role acche se karna hai.....
parents, teachers aur employers ko chaiye ke wo koi b challenge dete waqt apne words k baare main khas dhayan den, doosron ko esi feelings na den ke wo apne fellows se comparison start kar den ya activity/task ko chor k apne competitors ko just neecha dikhane ki sochne lagen, is main kahi dafa log wrong purposes b use karte hain, jis se game ka koi maqsad nai rehta....
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
hoor bht acha Q ha.....
me ak bat kehna chahu gi k feeling of competition.....me ye jo jealousy wala element ha na ye 2 tarhan ka hota ha....ak +ve or ak -ve.
positive ese k es element k baghair ap me aggy barhne ki lagan nai rehti or professionalism ata ha lakn iska -ve point ye ha k is professionalism k pechy bhagty bhagty kuch log is had tk pohanch jaty han k human values ko pechy chor dety han.....
iski sb se bari tarbiyat ghar se hi hoti ha q k ak bachy k irdgird or bhi bachy hoty han agr parents apne bachon ko SHARING ki adat dalin ye kehty hoe k ikathy khelo is toy se or ye na kahin k khabardar ainda uske pas me tmhari fallan wali chez na dekhu..... Q k i believ choti choti batin hi ak bari bat ko jaga deti han or human nature ko mould krti han....
Apne ji sawal kia iski bht achi misal hmare Pakistan ka political scenario ha..... Goal sb ka ak ha Pakistan ki behtari lakn itne competition me agae han sb k human manners ko bhool gye han or haal apke samne ha......

so it answer of 1 question k students me competition ka ehsas peda krna sahi ha lakn unko pata hona chahye k is competition ka goal kya ha maqsad kya ha.... wo mere harne se or kisi dosre k jetne se pura ho raha ha to thats gud i dnt need to be jealous. thats it.
 
Well said :-bd
choti umar se hi bachon ko ye aadatin ye baatain sikha di jaayain to har feild may poori umar k liye wo positively soch k constructive way may kaam kar sakte hain apne liye bhi n ird gird k liye bhi !
thanx for sharing Nice views :)
 
  • Like
Reactions: Bela
Top