dont mind adi ....chalo mai ny mazaq karny ki kosish ki pata nhi u ko hansi aya ya na ay
1. abhi tak kitne larkey set ker liye...?
mara kahbhi larko sy wasta nhi parha adi...net par ya tm par boys sy baat ho jati hy lakin face to face nhi parha
2. kitne ko ankh mari...?
nhi mara kisi ko bhi
3. kitno ko sandal mari...?
mai bhair shoes phen k jati ho adi....
]4. kitno ko dekh ker seeti bajai... ?
mara apni seeti hi na ghom ho jay
5. kitno per dorey daley,ya dalne ki koshish ki hai... ?
kisi par bhi nhi mujhy joty khana k koi chok nhi
6.kabhi kisi larkye ne u ko kaha ati kya khandala... ?
ya khandal kia hay
7. kabhi kissi larke ko mamo banaya hai...
u k
8. kya koi larka kabhi u ko pappu laga..?
pappu
nhi ji
9. kabhi kis larke ko u ne thapar mara...
awy mai mara ga lagy gy to dekhy zara
10. kitne ko larkon ko kaha k "tumare gher me maa behne nahi hai kia" ?
mai to inni sahrif ho
kisi ko bhi kha