Coffee With REDROSE- Sabah

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
assalam o alaikum sabah.sabah al khair.

main tm par chund ek k alawa ziada ksi ko nahi janta.isliye muafi k saath k mujhe ye jaankar khushi hui k aapki mother tounge farsi hai.kyunke mujhe farsi language se dilchaspi hai wo isliye k Islam ka ziadatar kaam arabic k baad farsi language me hua tha laikin ab urdu me hai khair.fir se mere dil me chund ek sawalat paida hue jo kuch is tarha hain.

q . aap kaunsi country se hain ?
q . aapki taaleem kahan tak hui ?
q . kia urdu janne walaon keliye farsi seekhna aasan hai ?
q . muslim ummah ki taraqi/kamiyabi keliye aap kin cheezaon ko aham samajhte hain ?
q . nabi (pbuh) ya sahaba ka koi aisa waqaya hai jo aapko muttaasir kia ho ?
q . kaam k baad faarigh waqt aap kis tarha guzarti hain ?
q . mujhe tm par aap kaisa dekhti hain.ya aapka mere liye koi mashwara?
Walaikum Salam
mere serf mother nahin balke father bhi Afghani hain... and they both speak Farsi...
athe hain aapke sawalat k jawabat per...

1: Mai Afghanistan se hu but I born here in Pakistan...

2:Taleem high school tuk hue hai...

3: well ager dekha jaye toh Urdu Adabiat mei zyadater Farsi words use huti hain and Alama Iqbal k bhi kafi poems Farsi mei hain... toh ji Farsi seekhna itna mushkil nahin buhut he simple hain kum se kum es mei urdu,English and pashto langauges k terha male and female k lie diffrent grammatical words use nahin huti for both just one word use huti hain...

4:ager her koi Taqwah apnaye toh sabhe ache aur prosperties es mei shamel huti hain...

5: Hazrat Mohammad (SAW) k shab-e-Miraj and taif ki safer aur Hazrat Yusuf (May Allah be pleased with him) ki life ki puray kahani kafi mutasira kun hain...

6: Mai All time Faarigh huti hu balke kaam kerne k buhut kum chances huti hain jub faarigh huti hu toh net use kerti hu...

7: Aapke kafi Islamic and Informative topics hote hain jho read ker k buhut ache lagte hain...
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
chalay pehlay app coffee pee lay phir dobara say chand sawalat app k gosh guzar kertay hay





Here HM with some more funny & stupid quests but related to real life

1) Ajeeb o gareeb wish (khawahish)?

2) Mood kub kharab ho jata hay?

3) Kiya app ku cheezay jama kernay k shouk hay?

4) Waqt kitna qeemti hay?

5) Mohabbat kiya hay?

6) Agar app chore hoti tu kiya churati?

7) Taqdeer yeah tudbeer kis per yaqeen hay?

8) Apnay liye sub say qeemti heez kiya khareedi?

9) Akser kiya sochti hay?

10) Khabhi kisi najoomi ku hath dikaya (aur ager dikhna chahti hay tu TM Shifa khana my mery pass tashreef laye...hehehehe)?

11) kin batoon k janoon ki hud tuk shouq hay?

12) Such k bazar may khota sikka kub chalta hay?

13) hawa may urta jaye mera lal duppatta mal mal da...............kiya karay gi?

14) Larkiyan apnay baloo may phool he q sajati hay kanatay q nahi lagati?

15) meray baray may app ki raye?
ANSWERS:

1: Ajeeb o Ghareeb wish abhi toh koi nahin hain but pahle the mujhay mountain climbing ka shauk tha...

2:jub koi bena baat k mujh pe gussa kare and mere baat ko wrong liya jaye toh mood kharab hujate hain...

3: hmmm haa kafi zyada jama ker k rakti hu jub mood koi kaam kerne ko na ho toh sare purane cheese like friends k gifts letters sub ko ek baar view kerti hu and then koi na koi old friend ka khayal ajata hain toh unhe call ker k inform kerti hu k aaj mai ne tumhare gift dekhe and I missed u something like that but yeh saal mei koi ek baar he hota hain :D

4: Donia mei aap koi bhi chees khareed sakte hain but wakt ko kabhi nahin khareed sakte... and na he guzre hua wakt ko wapas zindagi mei lasakte hain...

5:Mohabbat ager Allah ki ho toh voh Ibbadat and Allah ki Raza ko hasel kerne ki justujo hain... aur ager jho Insano k beach ki mohabbat hain toh... hame pata nahin so kia kahu... ap he bata de... :|

6:kabhi socha nahin k kia chorati kio k koi experiance nahin chori kerne ka...

7: Taqdeer mei toh vohi hota hain jho khud insan kerta hain yeh baat alug hain k voh pahle se likhe gaye hain.. per usay usi ki he phul melni hain haa ager humare tadbeer ache ho toh ofcourse Taqdeer bhi ache hugi InshAllah...

8:hmmmmm My Computer...

9:hmmmm aray eska toh na he poche awie baate sochte hu... jesska end mei headache hoker he sochna band hujati hain...

10: aray nahin aaj tuk kessi ko hath nahin dekhaya es sub per yakeen nahin humara...ager taqdeer serf hatho k lakhiro mei chupe hue huti toh kia un logu ka koi taqdeer nahin jen k haath nahin hote...

11:hmmm sorry yeh zra tafseel se samjhaye kaise baato ka kia matlab??

12: Such k bazaar mei khota seekha kabhi nahin hota kio k waha pe khud sachae sub se upper huti hain jesse koi khute ya sahi sikhe k need nahin huti...

13:hmmmm aisa ek baar hua tha phir humne Duppate ko he kayem rakha zyada urne nahin diya :p but eske baat kabhi nahin hugi...

14:aray kantey kio sajaye voh toh chubhenge na phool se toh ache dekhegi and uske mahek bhi ache huti hain toh eslie but humne aaj tuk leaves sajaye the hair mei per phool ya kante nahin... :)

15:aap buhut he zyada: Funny,Jolly and khush mezaj hain aap Life ko puray tareeke se Jee rahe ho Alhamdulilah yeh subse bari baat hain and Allah aapko hamisha aise he rakhe and aapne wife ki jho itne pyar se zikre kerte ho sunker buhut acha lagta hain... :) keep it up..
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
kis Qari ki aawan ne QURAN PAK ki qirat pasnd hai?
kya Apko sufism me interest hai?
safr krna kesa lgta hai..safr kese guzarti hain ap?
kis had tk kisi par etimad kr leti hain?
aj ki young generation ko ap kesa pati hain?
1: Aajtuk toh buss TV mei kabhi kabhi sunne hain Specially Ramadan mei but koi khaas naam yaad nahin ya phir aisa koi speciall qari nahin jesska zyadater Recitation sune..

2: Sufism ka matlab khud ko Allah k nazdik kerna hain aur sufi Hamisha buss Deen k raah and sachae ko follow and implement kerne ki koshish mei hota hain her ek religion mei sufism huti hain.. but so ofcourse hame as a muslim Interest hone chahye but kafi aise wakiyat hain jaha pe sufism k different aspects introduce ki gaye hain jess mei loug confuse hote hain k kaun scholar k baat ko maan ker sufism Ikhtyaar kare or something like that.. but eske lie kafi Self improvment ki zaroorat hain Khud mei toh Allah Hidayat de aur hum ek ache Ummah ban sake yeh subse behter hain.. Ameen...

3:Acha lagta hain... safer ki shoro mei toh kafi fresh huti hain but kuch dair k baad neend ane lagti hain and neend mei guzer jati hain pura way...

4:hmmm kuch logu per toh belkul bhi Eitmad nahin hujati chahe jitna bhi koshish kare but kuch aise loug hote hain jen per khud dil se aitbaar hojata hain toh akhri hud tuk kerti hu and aise buhut few hote hain may be 1 or 2....

5: Ajke young generation mei MashAllah kafi ache and hardworking youngters bhi hote hain and kuch buhut he backward loug bhi hote hain but successful vohi hota hain jess ne hardwork kiya...
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar


Affwann :)
pehle purane sawal k jawab deden phir naye honge /:)



insab k jawab kaun dega /:)



shukran :p



shukran bro Jazakallah khair
Allah se dua hai sab k dilon hamare liye aisi hi mohabbat barkarar rakhe Aameen :)




haan ji sahi jaa rahe hain bhaw to khate khud hain aur chote logon par ilzam /:)
haa ji aapke sawalo k jawabat de diye aur koi sawal toh I think nahin raha I hope so.. kio k abhi bhi kafi confusion hain... :|
 

ENCOUNTER-007

Newbie
Feb 10, 2011
516
834
0
Medan e Jihad
خوش آمدید صبا
آپ کی زندگی کے بارے میں معلومات حاصل ہوئی شکریہ
آپ کا تعلق افغان فیملی سے ہے
میں جہاد سے وابستہ ہوں اور مجاہدین کے ساتھ گہرا تعلق بھی رہا ہے
میں نے بڑے دلخراش واقعات بھی دیکھے ہیں اپنی افغان ماؤں ، بہنوں پر امریکی ایجنٹوں کے وحشیانہ سلوک کو بڑے قریب سے دیکھے ہیں، ان باتوں کو بیان کرنا مقصود نہیں لیکن آپ کےخاندان کا دین اسلام کے ساتھ والہانہ تعلق کے پیش نظر
کیا آپ کے ساتھ یا آپ کے خاندان کے ساتھ کوئی واقعہ پیش آیا
کیا طالبان کی طرف سے یا امریکی ایجنٹوں کی طرف سے کوئی نقصان پہنچا
طالبان کے متعلق آپ کا کیا موقف ہے
افغانستان کے طالبان کے متعلق اور پاکستان کے طالبان کے متعلق آپ کیا جانتی ہیں
آپ جہاں رہائش پذیر ہیں وہاں اس وقت کیسے حالات ہیں

اللہ تعالی اپنے حفظ و امان میں رکھے

 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313




apki zindagi ka sabse yaadgar waqaya sunayen jise jab bhi yaad karo apko khushi hoti hai?

1:Subse yaadgaar wakiye jaise k pahle kaha tha k it was my first visit to kabul Afghanistan buhut enjoy kiya... her ek moment ko...so voh
unforgetable hain... ek yaadgaar moment toh pahle den ka tha jho
hum bahir shaher nauw ko dhekne gaye it was full of fun and the
2nd most enjoyable moment was visitng Paghman jho ek buhut he
populer place hain Kabul mei ager koi Afghanistan jaye and voh jaga na dekhe then actually unhone kuch dekha he nahin waha visit kerne k lie pahle tickit leni padhte hain so its a dream place: Google mei search kiya so here are they:






green place hain and yaha pe River bhi hain jesske water ek dum cold hain even summer mei hum jub gaye...

aur koi aisa waqaya jisse ap ghamgeen hote hain
Hmmm jub humare Dada ji ka Intekal hua toh voh humare subhe family k lie ek ghamgeen wakiya tha Ramdan mei unka Intekal hua..
(Ina Lilahe wa Ina Elaihe Rajeoun) and voh den na serf mere lie balke
humare family k lie ek buhut he ghamgeen den raha...

aur apko khane peene me kya pasand hai batayen?

hmmm Khane mei Pulao,Noodles and kofta buhut passand hain and drinks mei Pani k elawa Mango Juice with Apple Juice buhut passand hain kio k fruits mei donu mere favorite hain...

aur bataye kya aap cooking acha karlete hain ?

hmmm pata nahin yeh toh khane wala he bata sakte hain but mai acha bana ne ki try kerti hu.... per gher mei subko mere hatho k bani hue Pulao and Kababs buhut passand hain :)

aur kya kya bana lete hain hame batayen
sub bana sakte hu per jho acha banati hu voh hain: Biryani,Pakore,Gajjer ka halwa 3 baar banaye hain and ache bane the eslie :p, aur Aloo k kabab 2 baar banaye the for the first time sabhe ko passand aye khaas ker baba ko toh pochte rahte hain k kabhi yeh Aloo k kabab banaya kero acha hain serf aloo khane se :)

aur sab se acha apke hath se konsa pakwan hota hai:
Biryani,Dalda and Kabab... Dalda wheat se banta hain toh yeh Afghanistan ka ek traditional dish hain school mei recipe seekhe the toh gher pe jub kabhi wheat available ho toh yeh zaroor bana leti hu per gher mei kessi ko nahin passand sewae mere and mere chote brothers k...

agar ham apke mehman banjayen to kya khilana pasand karenge:
ager aap Mahman banenge toh pahle aapse khud khana pakwaynege voh bhi Hiderabadi Biryani :) Mehman ho toh kia... pahle baar aap humare lie banayenge phir hum aapke lie makaroni banayenge InshAllah :)

kya kabhi cooking karte waqt hath ya ungli jalaye hai apne
agar haan to tab kya kiye the thora tafseelan batayen


haa ji most of the time hota hain khaas ker jub cooking ka mood na ho toh buss jaldi jaldi cooking mei hath jal jati hain... phir kuch nahin kerti hamisha cooking k last mei aisa hota hain shoro mei hota toh cooking na kerti...

aur haan din me kitne baar khate hain ap :p
den mei Normal loug kitne baar khate hain??
ofcours 3 wakt and kabhi kabhi 2 wakt
masha Allah bohot hi maqool jawab diye hain apne :)
bohot bohot shukriya
dil to kar raha hai thora apko pareshan karen apke jawab par comments karke par waqt ki qillat hai
khair kuch aur sawal hamare taraf se :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ye kuch aur sawal apki khidmat me :)

apko tohfe me kya pasand hai
matlab aap ko agar koi tohfa dena chahe to aap kya umeed rakhte hain ya apko kya acha lagta hai
aur apko agar tohfa dena ho kisi ko to kya dete ho
aur hame tohfa dena ho to kya denge :)

aap kise apni baten share karte hain
aur TM par agar kisi se share karna ho to kisse karenge
kya aap apna koi kaam karne se pehle mashwara lete ho aur kisse lete ho
agar apse koi rai puche mashwara puche to kya aap unhe deto ho aur uski kya kaifiat hoti hai
agar ham apse koi mashwara aur rai naseehat karne k liye kahe to aap hame kaise naseehat karoge
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kya apne kabhi school ya college me non muslims ko deen ki dawat diye hain
kya apne net par kisi ko islam ki dawat diye ho agar haan to kis tarah se apne ye kaam kiye agar nahi to kya aap koshish nahi karte ya karna chahte hain
kya apki koi khwahish hai jo abhi tak puri nahi huyi
muashre ko agar apko sudharne ka mauqa mile to aap kahan se pehle shuruat karoge aur aise konsi galat cheez hai jisse sabse zyada muashre ko nuqsan ho raha hai

akhir me ye sawal apse jab ap sabke jawab dedo to phir iska jawab dena :)

sabke liye aur bilkshusus ladkion k liye aap islami nuqte nazar se naseehat karna :)
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
خوش آمدید صبا
آپ کی زندگی کے بارے میں معلومات حاصل ہوئی شکریہ
آپ کا تعلق افغان فیملی سے ہے
میں جہاد سے وابستہ ہوں اور مجاہدین کے ساتھ گہرا تعلق بھی رہا ہے
میں نے بڑے دلخراش واقعات بھی دیکھے ہیں اپنی افغان ماؤں ، بہنوں پر امریکی ایجنٹوں کے وحشیانہ سلوک کو بڑے قریب سے دیکھے ہیں، ان باتوں کو بیان کرنا مقصود نہیں لیکن آپ کےخاندان کا دین اسلام کے ساتھ والہانہ تعلق کے پیش نظر
کیا آپ کے ساتھ یا آپ کے خاندان کے ساتھ کوئی واقعہ پیش آیا
کیا طالبان کی طرف سے یا امریکی ایجنٹوں کی طرف سے کوئی نقصان پہنچا
طالبان کے متعلق آپ کا کیا موقف ہے
افغانستان کے طالبان کے متعلق اور پاکستان کے طالبان کے متعلق آپ کیا جانتی ہیں
آپ جہاں رہائش پذیر ہیں وہاں اس وقت کیسے حالات ہیں

اللہ تعالی اپنے حفظ و امان میں رکھے

1: Well humare Khandan k loug kafi time se yaha peshawer k rehayesh pazerr rahe hain mere Baba shayed mere age k the jub pakistan mei hijrat kiya... so Alhamdulilah humare saath aisa koi wakiya Paish nahi aya...

2: Ji nahin...

3: I have no Idea k taliban kess source se hai ya kaha se hain dont know but ager such mei koi khud ko ek acha talib and jihadi samajhta hain jho watan k rah k lie jihad kerta hain toh I think Ahmad Shah Masood se koi bhi behter nahin hoga voh eh legend the for Afghanistan...

4: Hum Abhi peshawer mei zindagi ker rahe hain and MashAllah yaha k halat buhut ache hain...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
sabah sis kesa ja rha hai interview?:)
enjoy kr rhi hain na?
 
  • Like
Reactions: Sabah

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
hmm nice going sabah...
agar idhar apko kisi par article likhna ho koi khaas waja se...jaise ap kisi ko koi msg dena chahti ho aur ap easily dei nai pa rahi ho..agar likhna hota to ap kis ke lie likhti..aur kyon?
confusing question lagega
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
COFFEE WITH RR

PART 5​

41: Humara Buchpan...

42: Net Friendship se zyada aur koi rishta nahin bun sakte...

43: subhe ko 6:30 ya 6:20 uthe hu for nemaz phir suker uthna hota hain 10 ya 11 ko and raat ko 12 tuk sojate hu...

44: cooking and gher ki safae shauk se kerti hu clothes ko iron kerne mei buhut gussa atha hain...

45:Religious and Brave...

56:Shadi zindagi k ek buhut he ahem merhala hota hain yeh buhut soch samajh ker insan ko faisla kerna hain k jess insan k saath aapni puray life guzarne hain voh her lehaz se kia usko suitable hosakta hai bhi k nahin...

57: buhut fark hain dost aapko her ek problem mei help kerta hain and kafi hausla bhi deta hain per Jesse Mohabbat kerte ho zyadater use insan ko hum nahin samajh pate... so thats why kahte hain k ek acha dost aapka lover ban sakta hain but koi bhi lover aapka dost nahin ban sakta...

58: yes Karachi...

49: hmmm mai buss ek he lafz kah sakte hu k Iam unpredictable...

50: buhut acha laga... :)
 
Status
Not open for further replies.
Top