Coffee With REDROSE- Fahadd

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
bachpan main parents se kis baat pe ziyada daant ya pitai hoti thi?:D
zidd krne per actually meri ammi ghusse ki boht taiz hain islye jb b main koi zidd krta hn to us zid per ya to daant par jati hai ya phir pitaii majaal hai jo kabi koi zidd puri b krne di ho
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
hmmm.............
khaasa acah aur purlutf interview chal raha hai janab ka..
meine abhi tak sawalath isliye anhi puche thy k kaafi ghair sanjeeda shaksiyat ko invite kiya gaya hai...
Lekin javabat parhkar bahut khushi hui fahadd k apne mauzu replies diye hain...
mei bhi kuch sawalaath karungi inshAllah kal apse......
Khush rahen aur aise hi sabke chehre p muskurahat bikherte rahen.....Ameen..........
ook thankss bahaar i'll wait for ur questions plz interview khtam hone se pehle hi poch li jiyega
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
logo ki apne bare me raye ko kya ehmiyat dete ho..?
hujoom main sar bohot hote hain lekin dimagh nhi hota dimagh wahan hota hai jahan banda akela khara kuch soch rha hota hai
so mere lye logon ki raaye koi ehmiyat nhi rakhti coz mere khayal main Allah hr insan ko itni aqal zaror hi deta hai ke woh acha bura samjh sake
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
books parhte ho ap?novels, safar'name wagera?
kehte hain na AFSANO KI DUNYA ME SB JHOT NHI HOTA..
kya khayal hai apka is bare me?
books waghera pehle parha krta tha jab humdard ka nonehal ankh macholi monthly risale ate the then uske bad jb free hota to suspenst digest waghera parh leta tha bt ab to free hone ke bad sirf net hi use krta hn haan afsane jhot or such ke milap se hi bante hain beshak sab jhot nhi hota lekin sab such b nhi hota
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
apko cooking nhi aati na?
kbi esi situation pesh aaye k ghar me koi na ho,ap k parents or bhai, bhabi sb kahen chale jaye or bahir se lock lga jaye or u ko boht bhok lgi ho{(hungry)} khane k lye b ghar me na ho..kuch bana ho to kya banao ge or kese banao ge?{(thinkg)}
yar hum log joint family main rehte hain jb b aisi situation hoti hai to koi na koi bana deta hai mujhe such main kabi apne lye kuch banana hi nhi para or bilfarz kabi aisa hota to u knw zarorat ijaad ki maa hoti hai so main b kuch na kuch bana hi leta
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Good going fahad :-bd

Yaar tumhare sath kabhi aisa hua keh bhai log raaste me mile pistol dikhya aur sub cheen lea aur fir khali ghar aana para hoo......???

Kya kabhi aisa hua keh girl friend ko gift dea ho jab us ne khooola to ander se phatti hoi banyan nikli ho??? :eek:

Kya kabhi dil kerta hai keh sub kuch choor chaaar ke jungle me kisi darakht ke neeche malang ban ke beth jane ko......???

Ager ghar me pasand ka khana naaa bana ho to kya kerte ho bhooke so jate ho keh ya fir majboori...????

Please serious reply dena {(moc)}
yar 2 bar ho chuka hai or hr baar sirf mobile se hi haath dhona para yeh daku waghera rules ke boht pakke hote hain jo cheez mangte hain uske ilava kisi or cheez ke bare main sochte tak nhi

woh or log honge jo gfs ko gifts waghera dete ho
hum to lene walon main se hain

haan jab jab mahi se baat karta hun suchi aisa hi feel hota hai

yr bhook lagne ke bad kya pasand or kya na pasand main to sab hi kha leta hon
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi


yar 2 bar ho chuka hai or hr baar sirf mobile se hi haath dhona para yeh daku waghera rules ke boht pakke hote hain jo cheez mangte hain uske ilava kisi or cheez ke bare main sochte tak nhi

woh or log honge jo gfs ko gifts waghera dete ho
hum to lene walon main se hain

haan jab jab mahi se baat karta hun suchi aisa hi feel hota hai

yr bhook lagne ke bad kya pasand or kya na pasand main to sab hi kha leta hon
hehehehehe nice replies.... Your marks 73/100 {(dancing)}
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Hmm.....ok.........
Chand Sanjeeda Sawalaath..........
1.......Allah k kareeb hone ka sabse asaan tareeqa kya hai?
2.......Zindagi apke nazdeek kya hai?srf do jumlon me tashreeh karen
3.......Kya rishton me ittehaad zaruri hai ya har rishta apne hisab se alag alag nibhaya ja sakta hai?
4......Mohabat apki nazar mei?
5......Insan ki zindagi ka koi maqsad hona chaahiye ya yunhi bemaanay se duniya me aao aur chale jaao? Aaap kis baat se mutafiq ho?
6.....Aaap kis kisam ki fitrat k maalik ho?Kisi ka dukh bantnewale ya srf khushi hi ahdd tak saath denewale?
7.....Aaap apne andar aisi kya ek khoobi paate hain jo apko humesha itmenan e qalb o pursukoon rakhne ka baes hoti hai?
8.....Insaan ki soch ka pahlu kitna wasee hona chaahiye ya apni soch ko mahdood dayere me rakhna bahtar hota hai?
9...... TM p koi aisi shaksiyat jisne apko mutasir kiya ho?
10.....Bahaar k liye koi aisa Mashvera jo aap samjhte hain k usme hoan chahiye...?
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
agreed


hujoom main sar bohot hote hain lekin dimagh nhi hota dimagh wahan hota hai jahan banda akela khara kuch soch rha hota hai
so mere lye logon ki raaye koi ehmiyat nhi rakhti coz mere khayal main Allah hr insan ko itni aqal zaror hi deta hai ke woh acha bura samjh sake
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

ofcourse mere dost mere jese hi honge ya mere doston ke lye main unke jesa honga actually annu hamare dost hamari tarha na honge to woh hamare dost b nhi honge
hmmmmmmmmmm...
main ne esa hi jawab expect kia tha..
bcoz jesa insan khud hota hai wese hi use dost milte hain..
very nice..
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113


books waghera pehle parha krta tha jab humdard ka nonehal ankh macholi monthly risale ate the then uske bad jb free hota to suspenst digest waghera parh leta tha bt ab to free hone ke bad sirf net hi use krta hn haan afsane jhot or such ke milap se hi bante hain beshak sab jhot nhi hota lekin sab such b nhi hota
hmmmmmmm...
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
media ka humari zindgi me kya role hai..positive or negative ..?
raat ko sone se pehle kya sochte hain or kon sa kam krte hain?
 
Status
Not open for further replies.
Top