Coffee With RedRose- Bint-e-Aisha

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
masha Allah :)
abhi last thore pages nahi padhe thora mashgool the
jate jate kuch sawal apke liye

apki zindagi ka sabse yaadgaar lamha jisme apko bohot khushi huyi
aur kya apki zindagi me kuch aisa bhi hua jisse apko sharmindgi huyi ho

waise to har momin k qudwa namoona Mohammad sallellahu alayhiwasallam hain
sahaba me se aur sahabiat me se apko kaun zyada pasand hain matlab kisi ek sahabi aur sahabia apko bohot fav honge na hamse kisi ne ye sawal nahi kiya ham apse karte hain

Allah hafiz :)
 
Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe

sab se yadgaar lamha abi shayad aya nhi he ayega jab khilafat qayim hogi..lekin ek lamha to nhi kafi lamhat aise hen jinmay ALLAH ko pehchana to ye yadgaar lamhe hen

shrmindgi mujhe kai jaga hui he ..mgr ab nhi hoti zaati level pe...bohut pehle mene ghussay me aakar apni khala ko bohut bura bol diya tha ...ghussa utarnay k baad jo shrmindgi hui wo muafi mangnay k baad b nhi miti..aj tak he...mgr ab aise kaam nhi krti jin pe shrmndgi ho

sahaba R.A me mujhe hazrat Umar Farooq R.A ki shaksiyat bohut mutasir krti he...sochti hun to rongtay kharay hojate hen k kiya hogi wo zaat k jisk mashwaron ko ALLAH ne baad me wahi ki soorat me utara...unka jalal islam k liye..kuffar k liye mere hosh o hawas ko munjamid krdeta he

sahabiyat me mujhe Ummahtul Momineen Hazrat Aisha R.A aur Hazrat Khadija R.A

Hazrat Khadija R.A isliye qk unhone Huzur S.A.W.W ki jistarah mushkil halaat me diljoyi ki k Huzur S.A.W.W ne unhen humesha yad rakha yahan tak k Hazrat Aisha R.A. ne rashk kiya

Hazrat Aisha R.A isliye qk wo kafi arsay taleem pohunchati rahin Huzur S.A.W.W ki wafaat k baad...
 
  • Like
Reactions: *Maryam* and saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
15- mujhe Saudi me makkah madina or Palestine me hr sheher khas taur pe baitul maqdas ki taraf ka pura area pasnd he...khilafat qaim hone k baad me inshALLAH in dono me se kisi milk me ja kr rahungi.

khilafat kab khayam hogi kya apko iska ilm hai
agar apke paas istetaat ho Haj k liye to kya aap khilafat ka intezar karoge

sab se yadgaar lamha abi shayad aya nhi he ayega jab khilafat qayim hogi..lekin ek lamha to nhi kafi lamhat aise hen jinmay ALLAH ko pehchana to ye yadgaar lamhe hen

shrmindgi mujhe kai jaga hui he ..mgr ab nhi hoti zaati level pe...bohut pehle mene ghussay me aakar apni khala ko bohut bura bol diya tha ...ghussa utarnay k baad jo shrmindgi hui wo muafi mangnay k baad b nhi miti..aj tak he...mgr ab aise kaam nhi krti jin pe shrmndgi ho

sahaba R.A me mujhe hazrat Umar Farooq R.A ki shaksiyat bohut mutasir krti he...sochti hun to rongtay kharay hojate hen k kiya hogi wo zaat k jisk mashwaron ko ALLAH ne baad me wahi ki soorat me utara...unka jalal islam k liye..kuffar k liye mere hosh o hawas ko munjamid krdeta he

sahabiyat me mujhe Ummahtul Momineen Hazrat Aisha R.A aur Hazrat Khadija R.A

Hazrat Khadija R.A isliye qk unhone Huzur S.A.W.W ki jistarah mushkil halaat me diljoyi ki k Huzur S.A.W.W ne unhen humesha yad rakha yahan tak k Hazrat Aisha R.A. ne rashk kiya

Hazrat Aisha R.A isliye qk wo kafi arsay taleem pohunchati rahin Huzur S.A.W.W ki wafaat k baad...
ab tak ki zindagi k lamhat me se sabse acha aur yaadgar lamha ye tha hamara matlab

aur Umar farooq r.a ka naam hi kaafi hai jism me toofan aane k liye kya hogi wo shaqsiat jis gali se aap guzar the us gali se shaitan bhag jata tha subhan Allah

Allah hamare naujawano ko aap k naqshe kadam par chalne ki taufeeq de Aameen

Allah K Rasul sallellahu alayhiwasallam apni zindagi me sabse zyada Hazrat Abu bakar r.a aur Hazrath Aisha r.a se mohabbat karte the subhan Allah

bohot hi sanjeeda aur munasib jawab apne diye hain Masha Allah :)
 
Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Only Funny
Answers R allowed

1. Zindagi kab khobsorat lagti ha?
Ans.

2. Ik pardesi mera?
Ans.

3. Khalis mhbt kaha milti ha?
Ans.

4. Shadi main juta chupai kyn hoti ha?
Ans.

5. Main ne khawab daikha k?
Ans.
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313

haan mene matric me cheating ki thi or shayad ye me bata b chuki hun TM pe

mera matric ka last paper tha physics ka..mene pura paper krliya tah ek question tha electric bell ka usk do part they ek uski working and construction second part tha diagram ka...diagram to mene banali thi..second part k liye mene apni frnd se poocha jo mere peechay bethi thi or kafi close thi uski seat mujhse...mene usse bola to usne mujhe apni A copy dika di k isme se krlo me peeche mur mur k krne lagi copy to teacher ne kaha aagay rakhlo copy... araam se krlo...me smjhi tanz krrahi hen wo me ruk gayi or apna kaam krne lagi to teacher kehne lagin k aray aagay rakhlo na me ne unse poocha k aagay rakhlun? unhone kaha haan haan araam se krlo mene kaha ms pakka? kehni lagin haan haan krlo...mene copy uthayi or apnay pas aagay rakh k aram se copy kiya ans...khair jab result aya to mere no ziada the frnd k kam they or usne mujhay khoob mara tha is baat pe k tumne mera ques copy kia or tumharay ziada q aye...lekiin haqeeqat ye he k mene us ques k ilawa baqi sab kaam khud kiya tha bilkul sahi se or acha kiya tha...

cheating krte hue pakri gayi thi isi waqiye me...isk ilawa na ki cheating na pakri gayi qk ab zarurat nhi parti..
wah...teacher ne kaha cheating karlo..aur kar bhi di....koi aisi khas waja jo teacher ne apko allow kardiya cheating karne ke lie?..
 
Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
wah...teacher ne kaha cheating karlo..aur kar bhi di....koi aisi khas waja jo teacher ne apko allow kardiya cheating karne ke lie?..
basically tum to yahan k system jantay ho..hr jaga aisa hi hota he pak me examination centers me...me akeli nhi thi...kuch larkiyan aisi b thin jinhen alag room me notebook khulwa k cheating krayi gayi papers me...it happens...mgr kabhi isk baad nhi ki haan confirm zarur kiya he MCQs and F/B ko...
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
hmm true said..
achanak se itna seriouspan kaise aya?..pehle kia ap bhi life ko bht enjoy kiya karti thi?.agar haan to.kia apko bhi baad mei realize howa ke itna enjoy karna theek nai?
 
Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe

khilafat kab khayam hogi kya apko iska ilm hai
agar apke paas istetaat ho Haj k liye to kya aap khilafat ka intezar karoge

ab tak ki zindagi k lamhat me se sabse acha aur yaadgar lamha ye tha hamara matlab

aur Umar farooq r.a ka naam hi kaafi hai jism me toofan aane k liye kya hogi wo shaqsiat jis gali se aap guzar the us gali se shaitan bhag jata tha subhan Allah

Allah hamare naujawano ko aap k naqshe kadam par chalne ki taufeeq de Aameen

Allah K Rasul sallellahu alayhiwasallam apni zindagi me sabse zyada Hazrat Abu bakar r.a aur Hazrath Aisha r.a se mohabbat karte the subhan Allah

bohot hi sanjeeda aur munasib jawab apne diye hain Masha Allah :)
khilafat qaaim kab hogi...me jotshi nhi hun mgr stats kehte hen k 2011 tak hosakti he...RAND CORPORATION ki 2007 ki report ap mulahiza krsaktay hen...secondly zulm had se barhta he to adl uski jaa leta he ye to sabit he Shariat se b..

hajj k baray me mene filhal kuch socha nhi he mgr jistarah k halaat hen isse yehi pata chlata he k khilafat jald qaaim hogi InshALLAH isliye me wait krungi kuch arsa nhi to phr krlungi hajj INSHALLAH...haan umrah ka irada he mera kuch arsay me.

mera imaan lana hi shayad sab se haseen lamha tha meri zndgi ka ...imaan pe nhi thi me pehle...

Hazrat Muhammad S.A.W.W Hazrat Khadija R.A se b bohut mohabbat krte the..

phir say dikhana shuru kr diya na apna pan :|

me apki baat ka matlab achi tarah samjhti hun...sirf itna kahungi k ap bhai ho ap sab kuch dekho phr naraz ho mujhse...
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E

shukriya ji bohut bohut

sachi bataun to mene kabhi bura feel hi nhi kiya...pata nhi q...agr bura lagta to tumhen mana krti ...tum to mujhe pvt section me b gunji kehte ho ... i didnt mind ... mujhe acha lagta he.
o ji dil khush kerdia ji baley baley hogai gunji... wese me to sab ko hi kuch na kuch nick name se bulata hun :D
 
Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
Only Funny
Answers R allowed

1. Zindagi kab khobsorat lagti ha?
Ans.

2. Ik pardesi mera?
Ans.

3. Khalis mhbt kaha milti ha?
Ans.

4. Shadi main juta chupai kyn hoti ha?
Ans.

5. Main ne khawab daikha k?
Ans.
lol...ok m not gud at humor....ok lets try...

1. Zindagi kab khobsorat lagti ha?
Ans. Jis din bijli nhi jati

2. Ik pardesi mera?
Ans. joota Zardari ko mar gaya

3. Khalis mhbt kaha milti ha?
Ans. haleeb milk pack me

4. Shadi main juta chupai kyn hoti ha?
Ans. qk kahin dulhan k makeup utarnay pr dulha khauf k maray jutay utar k dulhan ko na de maray

5. Main ne khawab daikha k?
Ans. Noor ghadha race me 1st aya he
 
  • Like
Reactions: Noor_Afridi
Status
Not open for further replies.
Top