itni shah kharch hun na k kya bataon sachi sy laala baqol moom k teray hath main surakh hai yun pesa aata yun tapak jata haiAho yaar thnx ki koi ahmiyat hi nai rahi
Han sb janta hun kesy kharch krti ho kanjoos

Shah kharch nai asal mein jo knjos hoty hain unky hath me pesa nhi tikta jitna bachaty hain utna urta haiitni shah kharch hun na k kya bataon sachi sy laala baqol oom k teray hath main surakh hai yun pesa aata yun tapak jata hai
har kisi ko apni tarahn smjh rakha hai kyaShah kharch nai asal mein jo knjos hoty hain unky hath me pesa nhi tikta jitna bachaty hain utna urta hai
nahi u ko u ki tarah smjha haihar kisi ko apni tarahn smjh rakha hai kya
Bahut Khub.Bikhar rahi hai meri zaat use kehna
Kabhi mile to ye baat use kehna
Wo sath tha to zamana tha humsafar mera
Magar ab koi nahi meray sath use kehna
Use kehna ke bin us ke din nahi kat'ta
Sisak sisak ke kat'ti hai raat use kehna
Use pukarun ke khud hi pohunch jaun us ke paas
Nahi rahe wo halaat use kehna
Agar wo phir bhi na lautey to ay meherbaa'n qasid
Hamari zeest ke halaat use kehna
Haar jeet us ke naam kar rahai hoon
Manati hoon apni haar use kehna