[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]bhuli hui sada hun mujhe yad kijiye
tum se kahin mila hun mujhe yad kijiye
[/FONT]
[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]manzil nahin hun khizr nahin rahzan nahin
manzil ka ranta hun mujhe yad kijiye
[/FONT]
[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]meri nigah-e-shauq se har gul hai dewta
main ishq ka khuda hun mujhe yad kijiye
[/FONT]
[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]nagmon ki ibtida thi kabhi mere nam se
ashkon ki intaha hun mujhe yad kijiye
[/FONT]
[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]gum-sum khari hain donon jahan ki haqiqaten
main un se kah raha hun mujhe yad kijiye
[/FONT]
[FONT=Verdana, Arial, Helvetica, sans-serif]"Sagar" kisi ke husn-e-tagaful shar ki
bahki hui ada hun mujhe yad kijiye[/FONT]