Bhalaiy ki baatein:)

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalamo alaikum TM yahaan is thread mein hum
bhalaiy ki aisi asaan si baatein aur misaalein dengein
ke bachon ko ba asaani samajh aa jayen aur
woh unpe amal peira bhi ho jaayen Ameen
 
  • Like
Reactions: yoursks

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Namaz sub se achhi ibaadat hone ke saath saath
sub se behetter warzish bhi hai so humein
RAB ke ata karda is khoobsurat namaz ko
kabhi nahin chhorna chahiye
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
qur'an pak dunya mein sub se zyada parhi jaane wali kitaab
aur sub se zyada aqwaam wale lougon ke parhne wali kitaab hai
aur ALLAH ki rehmat hoti hai Qur'an e pak tilawar karne walon per
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
wasalaam alaikum wrwb saif Masha'ALLAH se bohot mufeed thread lagaya hai apne,keepbit up bro, aur haan apki ek heelp chahiye thi
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Jhoot kaam to aati hai per bas eik pal ke liye
jabke sachaiy phansati hai to bas eik pal ke liye

aur jhoot dono jahaan me azab ka zariya banta hai

sach dono jahaan me sawab ka zariya banta hai......
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Surat ki kami seerat poora kar sakti hai
lekin

seerat ki kami surat poora nahin kar sakti

is liye surat se zyada dil ko achha rakhna chahiye
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Musalmaan koi aabid tahir ameen aur koi bhi naam
rakhne se nahin banta insaan musalmaan apne aqeede
aur islam ke arkaan ko poora karne se banta hai
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Dunyavi cheezein ko zarurat tak hi mehdood rakhna
kyunke yeh sada saath nahin rehteen
apne ibadaat ko jee laga ker anjaam dena kyunke yeh
qayamat ke din bhi kaam aayengein
 
Top