Berukhi uski ajeeb si.....

  • Work-from-home

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
(asda)

paish ata hai wo iss qadar berukhi se hum se
k kanmp jati hai rooh tak meri...
sirf ik talkh e nazar se hi...
nikal hi na jae kahen jaan meri
nahi krty baat hum iss dar se
k phir na naseeb ho uski ye berukhi bhi.....

{(silly)}................................{(silly)}


nice sis great keep it up

 

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
Nice poetry
kuch toota phoota hum bhi peish karte hain


ghum sehna aadat thi woh ise khushi samajh bethe
hum udaas the woh use be rukhi samajh bethe

qismat ke hum jiske yaadon mein ro rahe the chiragH
woh apne moujoodgi ke sabab dukhi samajh bethe

***S_ChiragH***




well bro kuch main bi add kru is me tu parhye

gham sehna aadat thi woh ise khushi samajh bethe
hum udaas the woh use be rukhi samajh bethe

jb pucha us ne tu hum ne kaha kuch bi nahi
wo hmara inkaar besabaab yonhi samjh bethy

qismat ke hum jiske yaadon mein ro rahe the chiragH
woh apne moujoodgi ke sabab dukhi samajh bethe :-bd:-bd
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
waliekum assalam arey wah asma u b shayer nikli{(confuse)}
wahhh bhai bht acha likh hy u n keep it up dear:)
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK






well bro kuch main bi add kru is me tu parhye

gham sehna aadat thi woh ise khushi samajh bethe
hum udaas the woh use be rukhi samajh bethe

jb pucha us ne tu hum ne kaha kuch bi nahi
wo hmara inkaar besabaab yonhi samjh bethy

qismat ke hum jiske yaadon mein ro rahe the chiragH
woh apne moujoodgi ke sabab dukhi samajh bethe :-bd:-bd
Waah ji waah eik aur shayara aur woh bhi umda wali
bohot khoob behna humari to balle balle hai
ke sub hi shayar shaayra aa rahe hain hum sub
ke liye kuch khaas hona chahiye TM pe
jisse hum sub mil ker kuch na kuch karein{(yahoo)}
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
wah kya khoob kaha hai
yaha to sab hi shayer nikle ADi,
ek kambakhat hum hi rickshaw k piche se sher churane wale reh gae ({kopping)}
Hahha bhai

sach kahun to rikshaw ke peechhe ki poetry parhne ke liye hum bhi uske
peechhe dour lagate the bhai aur jab tak sheir na parh lete thakte na the:p

per chori kabhi nahin ki kisi aur ki poetry:D:p

shayari parhne ka mujhe bachpan se bohot se zyada shouq hai
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Asma Shah

TM Star
Jan 16, 2012
6,450
1,604
263
KSA,AL-Khubar
hahaha....adii....bht galat baat hai...chori nai krty....han albata rikshw k peechy likhi poetry mn b parhti hn,na sirf rikshaw blky truck r har uss cheez ko jiss k peechy poetry ya kuch b likha ho.....hehehe..
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E

{(haha)}{(haha)}hahaha adi u are so funny
aray nai suchi u bhi kabhi ghor se perna bare maze maze k sher likhe hote hain

jese k,

musafir hun yaaro safar per ja raha hun,
pait ki khatir , rikshaw chala raha hun... {(thx)}

wah wah kitni gehrai hai is me dekho {(thx)}
 
Top