AsslamuAlakum!
Log samajhtay hain k ma nikama hoon,kuch nahi kar sakta,
ab ma kia bataaoon k, "ishq ne humko nikamma kar diya ghalib
warna aadmi thay hum b kaam k"
aur iss bat ka saboot detay hue k ma b koi kam kar sakta hoon ma aj aapko aik new dish ke recipe bata raha hoon,iss dish ka mojad he ma hun jee aur isska naam ha,
"be misaal shorba"
Recipe:
aaik bara sa bartan lain,wo aadhay se ziada pani se bhar lain aur choolha jala kar oper rakh dain,pani main hasb-e zaiqa namak aur kali mirch daal dain,phir pass khud b beth jaen,aur aik doi lay kar zor zor se pani main hilatay rahain aur sath ye ghazal gatay rahain,
"aes ton dadda dukh na koi......"
doi hilatay rahain aur gatay rahain,aadhay ghantay bad "be misaal shorba" tayyar ho jae ga,khud b piyain aur dusron ko b paish karain aur mujhe duaen dain,
Shukriya...