Be Adbiyaaaaan

  • Work-from-home

Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
Asslamualakum,iss thread main hum sab barray barray adeeb aur mufakar banain ge aur apnay apnay aqwal paish karain,sab zara funny type k aqwal share karain,
Abidi k kuch aqwal:

¤andheray main kabi roshni na karo,iss se andhera khatam ho jaaye ga.
¤subha uth kar 1 dafa phir so jana chahyay,iss se dimagh taro taza rehta ha.
¤hamesha apnay baray main sochna chahyay ,2sron k baray main sochnay se waqt zaya hota ha.
¤jab kisi shadi main shreek ho to chamchon aur plaiton par gehri nazar rakha karo k akhir yehi museebat k waqt kam aatay hain.
¤wohi insan kamiyab hota ha jo hamesha apnay pait aur dusron ke jaib k baray main sochta ha.
(baqi kuch baad main share karun ga)
@Hoorain @Maheen_Hassan @Nelly @fareena_01 @ChoCo @sherry2112 @HuriYa @Toobi @Asheer @Iceage-TM
 
Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore

walikumu salaam

hahahaha very nice {(laugh)}
 
Afrasham_afi

Super Star
Apr 23, 2013
5,386
4,871
713
in friends heart
Asslamualakum,iss thread main hum sab barray barray adeeb aur mufakar banain ge aur apnay apnay aqwal paish karain,sab zara funny type k aqwal share karain,
Abidi k kuch aqwal:

¤andheray main kabi roshni na karo,iss se andhera khatam ho jaaye ga.
¤subha uth kar 1 dafa phir so jana chahyay,iss se dimagh taro taza rehta ha.
¤hamesha apnay baray main sochna chahyay ,2sron k baray main sochnay se waqt zaya hota ha.
¤jab kisi shadi main shreek ho to chamchon aur plaiton par gehri nazar rakha karo k akhir yehi museebat k waqt kam aatay hain.
¤wohi insan kamiyab hota ha jo hamesha apnay pait aur dusron ke jaib k baray main sochta ha.
(baqi kuch baad main share karun ga)
@Hoorain @Maheen_Hassan @Nelly @fareena_01 @ChoCo @sherry2112 @HuriYa @Toobi @Asheer @Iceage-TM
w slaaam aaj kal memy chwwalen marni chor d hen
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
bongian zarror marin..... bcz is tarhan apka dimagh abdi bro jesa ho jae ga X_X
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waalaikum assalam
hahaha too good :p

dusron ki baat dehan se beshak na sunain par dehan se unhe daikhain zzarur is tara unhe ehsas rehta hay k unki baat eham hay :p
 
Abid Mahmood

~I AM ANTI ESTABLISHMENT~
Super Star
Sep 22, 2012
6,908
4,390
1,313
kuch aqwal TM admins aur managers k baray main:
¤ @Don bro se kabi english main bat na karain(warna unko har bat ke samajh aa jaaye gee)
¤ @RedRose64 ko kabi bolnay par majbur na karain,warna aap pachtaen ge.
¤agar aap @Hoorain sis se laga kar rakhna chahtay hain to hamesha unko apnay se chhota samjhain :p
¤ @Nelly se kabi serious bat na karain,warna wo aapke har bat ko mazak samjhain gee.
@Maheen_Hassan @ChoCo @sherry2112 @HuriYa @Bela @Toobi
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Asslamualakum,iss thread main hum sab barray barray adeeb aur mufakar banain ge aur apnay apnay aqwal paish karain,sab zara funny type k aqwal share karain,
Abidi k kuch aqwal:

¤andheray main kabi roshni na karo,iss se andhera khatam ho jaaye ga.
¤subha uth kar 1 dafa phir so jana chahyay,iss se dimagh taro taza rehta ha.
¤hamesha apnay baray main sochna chahyay ,2sron k baray main sochnay se waqt zaya hota ha.
¤jab kisi shadi main shreek ho to chamchon aur plaiton par gehri nazar rakha karo k akhir yehi museebat k waqt kam aatay hain.
¤wohi insan kamiyab hota ha jo hamesha apnay pait aur dusron ke jaib k baray main sochta ha.
(baqi kuch baad main share karun ga)
@Hoorain @Maheen_Hassan @Nelly @fareena_01 @ChoCo @sherry2112 @HuriYa @Toobi @Asheer @Iceage-TM
walaikum salam

hahahahahah Wah abidi sahab bht khoooob aqwal Hain :D :dumb ....

Jald sunaata hun me bhi Stay Tunned :p
 
  • Like
Reactions: ChoCo
Top