Bait Bazi

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
fahad bhai bhi ye shaer baar baar suna rhe hain
is tara aik hi word aayega end may baar baar

aur koi shaer nhi mil rha me ko in words se :s {(popcorn)}
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Wo islye hoor sis k hum log khel hi wrong method se rhe hain pehle jb end wale word ke first alphabet se shair start krte the to hr bar difrnt word ata tha bt is method main alif non choti ye bari ye ke ilava or koi word nhe ana
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmm to phir theek hay wo pehle wale method se hi shuroo karte hain

matlab k second last word se shuroo karain


guftagu kijey k ye fitart_e_insan hay shakeeb
jaley lag jaatey hain jab band makan hota hay
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Array nhi last word ke fist alphabet se start krna hai ok jese u ke shair ka last word HAY haina to main H se sunaonga ok
Har Waqt Ka Hasna Tujhe Barbad Na Kar De
Tanhai Ke Kamzor Lamhon Main Kabhi Roo Bhi Lya Ker
next word K
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
koi pooche hum se ehtraam_e_ehd_e_rafta yaaro
wafa pe ab bhi qiam hain lakin muhabbat chor di hum ne


ab "N " se
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
pehchan k marhalo se bhi bohat door ja basa
wo shakhs jo kabhi jeene ka maqsad hua karta tha.......


T
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
dil bhi aabad hay ik shehr_E_khamoshan ki tara mohsin
har taraf log hain magar aalim_E_tanhai hay

H
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hum hi nigah k sb zaveye gawa bethe....
wagarna ab b wo itna hi khusorat hai...........
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
phir us k bad ankhon me bas gya wo shakhs...
aagarcha hm ne use be-dili se dekha tha.......
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
har shakhs ko is dil me basana nhi mumkin...
or tuje is dil se bhulana nhi mumkin ...
is shehar me guzra hai acha waqat apna..
ab is shehar ko chor kr jana nhi mumkin....
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
dam-e-wapis use kya huva na wo roshni na wo tazgi....
wo sitara kese bikhar gya wo to ap apni misal tha...
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
taqdeer se muj ko gila nh taqdeer hi muj se rooth gai
jis shaakh pe maine haath rakha wo shaakh wahan se toot gai


G............
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~
Top