B.v. Ki Ghalat Fehmi

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
sister ne aik eteraaz kia keh Hawa larki pathano main naam ho skati hai keh jesy badal khan waghera to hawa larki ka naam bhi ho sakta hai
mgr
dosry hi lamhe unke sher se sabit hua keh punjaban bhi hawa ho sakti hai

uff yaar aap ko kitni gehraai se samjhana parhta hai

Ab beech operation ke agar aap mareez ka maarne theater main jaogy to aisa hi hoga na lolzzzzz
pehly case ko study karo na bhai :p
mareez koun hai yahan?
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551

Hahahahahaha.... thantu untal :dummy
yaar mey smjha tha u itni gehri baat nae smjhaogey but u ney smjha di :p
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hmm nae... mera matlab k jawab mey patanae kese likhna apki shaan nae na :p tabhi kehraha tha :p
humari shaan to churii ki tiktik mein mehfooz rakhi hai....
woh patanae........ aap ko aalam e behoshi se hosh mein lanmay k liay tha ta k mehsoos kiya ja sakay k pathan moujood hai.
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
parha... means wording ko sae sey nae dekh paaya ya ye kehlen pathan names mey thori confusion thi but baat ki direction demagh mey click horae thi... ab itna b pedal nae :p
to kiya hawa k ghoray pe sawaar hain?

nahi waaqyi aap samjhdaar hain .... aur humein heraani sirf is baat par hoti hai k aap pathan b hain sath sath.
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
humari shaan to churii ki tiktik mein mehfooz rakhi hai....
woh patanae........ aap ko aalam e behoshi se hosh mein lanmay k liay tha ta k mehsoos kiya ja sakay k pathan moujood hai.
wo tik tik nae tha... tak tak tha :s

ye mujhey aisa lagraha pathan ka mazak orh raha hey is jumle mey /:)
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Khuda ka banda ik baat kaha karo... tareef b kerta hey or /:)
aik hi to kahi hai baat.... humara matlb tha k pathan hona aur samjhdar hona to sonay par suhagay wali baat hai naa.
ab btaaiay is mein ghalt kiya hai.... kabhi to bina samjhaaey samjh jaya kareN =))
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
mazaak nahi orh raha...... sachi bol rahay k apnay pehle rang mein wapis aaiay warna tik tik waqyi tak tak ho gi...
rang mey wapis ana tu dunya ka style nae... han rang bhartey hein tu khud bahar ajati :p arey wah itni gehri baat or wo b meri tarafsey =))
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
aik hi to kahi hai baat.... humara matlb tha k pathan hona aur samjhdar hona to sonay par suhagay wali baat hai naa.
ab btaaiay is mein ghalt kiya hai.... kabhi to bina samjhaaey samjh jaya kareN =))
hamey samjhna ziada maze ka lagta... bhala hoshiyaari ker k b koi maza hua? :p hamey hoshiyar chand kehlana nae pasand :p
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
rang mey wapis ana tu dunya ka style nae... han rang bhartey hein tu khud bahar ajati :p arey wah itni gehri baat or wo b meri tarafsey =))
waah waah..................
kiya zabardast baat ki hai aap ne.

lakin itna hans q rahay hain.. kiya umeed na thi?
 
Top