paighambar ka matlab rasul hi hota hai janab isme koi galat nahiThanks for sharing
mohtaram qalme ka tarjuma ot ghalat karwaya gaya
mohammad s.a.w ALLAH ke rasool hain
aur yeh bole
Mohammad s.a.w ALLAH ke aakhri peighambar hain
mohtarma ye hindu ke ilm me lane k liye bhi kaha hoga ke ye akhri paigambar hainBut Saviou ji kalme me kahin akhri lafz nahi hai aur Dr Zakir ne akhri paighambar kaha...
acha khair ab yahan zakir naik to hain nahiConfuse honewali hi baat hai khaskar us Hindu lady k liye
Kyun k Allah k kalam me hum apni taraf se kuch nahi tarjuma karsakte hain..
Unhone usko samjhaya nahi balkay Usko kalma parhaya tah us waqt...
Aur baat sahi hone p shak nahi hai janab...na hi munkir hain but baat tarjume ki hai...
ma sha Allah ya Allah k deen ki sachai hai jo log har dor main jok dar jok islam main dakhil hotay rhay han
ham Allah s w t say is behan k leay dua go han k ya Allah is behan k iman ko salamat rakhn ur isay har mushkil ur parishane say mehfoz rakhna ur is par apne rehmat ki barish farma baishak tera deen sacha hai ur is par chalnay walon ki madad farma ameen
jazak Allah & sukria Nasir bhai