~*Ankhon Me Kuch Khwab Pirote Hi Rah Gaye*~

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
bahaar kia kar ahi ho aap.:-bd ahqar ye mohsin ki tashreeh chahta hai jawab inayat farmayen.
Hmmm...
mohsin Naqvi..bahut khubsurat andaaz ,dilkash lafzon k mailk,bahtreen shayer,chand ashaar me apni sari baten kahne ka hunar rakhte hain..inke nazm,ghazlen zindagi ki akaasi karte hain..
Most of his poetry r just awesome,heart touching..
Shayer jo sher kahta hai ye uske apne halath ya uske takhayul ki akkasi karte hain..
har koi apne taur par matlab aghz karta hai..
jahan tak meine samjhi hai ye ghazal..,shayer apne mahboob ko mukhatib kar k kahta hai k..
''jab humne mohabat ki to karte chale gaye bina kisi sile k ya jab is rah par chalna shuru kiya to bina manzil k pata agay hi barhte rahe,ankhon me srf khwab bunte rahe bina tabeer k..aur akhri sher me mohsin kahte hain k mohabat to ki lekin is mohabat me bhi ''ana'' thi aur iske sabab izhaar na hosaka aur apne ap bikharte chale gaye''
Arshad bhayi agar aap bhi tashreeh karden to acha lagega..
 
  • Like
Reactions: New Wolf
Top