Ankhon Ki Roshni (in Eng & Urdu)

  • Work-from-home

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Keede wale topic pr discussion is my mistake


I have got a brain


School mein bht Izzat hoti thi kya isi liye baat nhi krna chate kyun
hahahha
apney monh miyan mithii na banen yeh keh kar ke uv got a brain..
ya a kahin wo wala to nahi jo Science LAb me laga hota he =))

aur IZZAT to Alhamdolillah aaj b bahit he aur tab b bahut thi.. yaqeen na aaey to kabi sath chal ke dekhen.. koi School teacehr sameny se aata dekh le muej aaj bhi to rasta badal dety hen.. =))
 

Bul_Bul

ღ му ℓιfє му ѕтуℓє ღ
Banned
Sep 2, 2014
5,605
2,169
213
haan jee.. ammi roz b atati hen naa.. ke is ke dimagh me keeda he kisi cheez ka..

to ab ammi to jhoot bol nahi saktin.. he naa?? :p
aap ko Dimagh scan krwa hi Lena chahye warna wo kera aap ko pora pagal kr de ga:))
hahahha
apney monh miyan mithii na banen yeh keh kar ke uv got a brain..
ya a kahin wo wala to nahi jo Science LAb me laga hota he =))

aur IZZAT to Alhamdolillah aaj b bahit he aur tab b bahut thi.. yaqeen na aaey to kabi sath chal ke dekhen.. koi School teacehr sameny se aata dekh le muej aaj bhi to rasta badal dety hen.. =))
teachers isi lye rasta bdal dete hain ke aap un ko bhi pagal kr dein ge jis tarha mujhe kr dia hai
 

Blue_Sky

PrèÇìõÙs
Super Star
Sep 25, 2010
11,172
4,646
713
really... thats a shock of my life..

still the question is..

kisi b cheez ki Paidaesh ke liyte KUCH basic requirements hen jo ke poori honi hi hen..
to Cabbage stomach me aur Keeda dimagh me kaisey??
mohterma Kachey doodh ka aur Aqal ka koi tahaluq nahi he.. aur u wdnt blv but me ABHI b badam hi khaa raha hon.. aur bachpan se kh rah ahon.. to aap ke kehney ke mutabiq mashAllah kafi aqal ka khazana jama ho gya he : P

magar mera sawal doosra thaa .. KACHA doodh kahan se laaon?? masla to yeh he.. ab yahan par to bottled milk hi available he na.. isi liye me ne @CuteGenius se aap ki ID b mangi thi :D
Chahe amul ka pkt milk ho ya bottle milk wo kachcha milk hi kehlata hai majboori me aap bina boil k le skte hain
Kachche milk ka ankho se koi talluq nhi
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Chahe amul ka pkt milk ho ya bottle milk wo kachcha milk hi kehlata hai majboori me aap bina boil k le skte hain
Kachche milk ka ankho se koi talluq nhi

ab agar majboori ki baat he to phir @Shiraz-Khan ne kehna he 40 din baad ke apa ne DOOD theek nahi use kiyaa..
aur .. baat sirf Doodh ke ankhon se tahaluq ki nahi he.. aur b cheezen hen.. jin par muje b aitraaz he :p
 

Blue_Sky

PrèÇìõÙs
Super Star
Sep 25, 2010
11,172
4,646
713
really... thats a shock of my life..

still the question is..

kisi b cheez ki Paidaesh ke liyte KUCH basic requirements hen jo ke poori honi hi hen..
to Cabbage stomach me aur Keeda dimagh me kaisey??
Ab agr mai ye kahu k sarso ka tail panw k tale pr msaaj ki jae to thakan door hoti hai or dimagh ko taqat milti hai....to aap kya kahoge k panw me msaag se dimagh ko taqat kaise milegi...
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Ab agr mai ye kahu k sarso ka tail panw k tale pr msaaj ki jae to thakan door hoti hai or dimagh ko taqat milti hai....to aap kya kahoge k panw me msaag se dimagh ko taqat kaise milegi...
nai.. i m a very big fan of home remedies.. and being a sportsman i know d pressure points also.. so basically if u massage on right spot it gives the ultimate results Mustard oil was used in old times bcoz it was easy and was freely available to reduce the friction while massaging. basic or important thing is to Know the pressure points and massaging in right areas. also its scientifically proven that mustard oil has many ingredients which effect d cells especially if u talk about the Hair nourishment .. so.. i agree with u here :)
 

Blue_Sky

PrèÇìõÙs
Super Star
Sep 25, 2010
11,172
4,646
713
ab agar majboori ki baat he to phir @Shiraz-Khan ne kehna he 40 din baad ke apa ne DOOD theek nahi use kiyaa..
aur .. baat sirf Doodh ke ankhon se tahaluq ki nahi he.. aur b cheezen hen.. jin par muje b aitraaz he :p
Is post me sb sahi hai bs ek cabbage or nebu k bare me jo likha hai wo sahi nhi lgta..
 

Blue_Sky

PrèÇìõÙs
Super Star
Sep 25, 2010
11,172
4,646
713
nai.. i m a very big fan of home remedies.. and being a sportsman i know d pressure points also.. so basically if u massage on right spot it gives the ultimate results Mustard oil was used in old times bcoz it was easy and was freely available to reduce the friction while massaging. basic or important thing is to Know the pressure points and massaging in right areas. also its scientifically proven that mustard oil has many ingredients which effect d cells especially if u talk about the Hair nourishment .. so.. i agree with u here :)
Chalo kch to samajh aya :)
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Is post me sb sahi hai bs ek cabbage or nebu k bare me jo likha hai wo sahi nhi lgta..

chalen aap kehti hen to maan lety hen ke baki SAB sehi he :p

Piyaaz waly ke bare me kya khyaal he?? :p
 

Blue_Sky

PrèÇìõÙs
Super Star
Sep 25, 2010
11,172
4,646
713
Sbse behtr raat me chand ko denkhne ankho ko sakoon or roshni me izafa hota hai .
Yaqeen na ho to azma len
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Sbse behtr raat me chand ko denkhne ankho ko sakoon or roshni me izafa hota hai .
Yaqeen na ho to azma len
magar jin raton me chand na ho agar tab sakoon ki zaroorat padey to kya kiya jaey..

wese b us chand ko takty takty kahin apna chand na bigad jaey :p
 
Top