Agar aap ko aladin ka chiragh milay aur uska jin aap se kahay k koi apni 2 khuwaish batao. Tu aap ki 2 khuwaish kya hongi?
Yaar plz har jaga tum larkion k baray mein baat kertay hu aur phir baat topics se hat jati hei. Itna in larkion ko tang na karo k yeh sab tumhare khilaf jang ka elaan ker dein... {}{76ytfirst yeh ke meri katrina kaif se mulaqat hojaye nd 2nd wish yeh hai ke sari larkio ko shaq karne ki aadat khatam hoojaye...chahe woh mom hoo, ya biwi hoo ya friend hoo....mere khayal se tu larkio ne PHD kiya wa hota hai...
acha na...Yaar plz har jaga tum larkion k baray mein baat kertay hu aur phir baat topics se hat jati hei. Itna in larkion ko tang na karo k yeh sab tumhare khilaf jang ka elaan ker dein... {}{76yt
okay theek hai..chalo ap ki first wish tu complete hoogaye...congrats..now i m not gonna talk about girls nymore...Mery ek 1st khuawish hogi k Vicky Waqas Larkion k baray mein baat kerna band kerde. 2nd mer y zindagi mein sab kuch acha hu.