Akhir Kiun??????must Read,,,,,

  • Work-from-home

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Anhan
Well written Sis :-bd
Bilkul , jo log Sab k sath karte Sochen k Aisa khud k saath hona hy,yo kabhi na karen phir.
 
zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
aisi larkiyaa duffer hoti hai jo baighairat susraal kai aagai khud ko becha deti hai ..talaq koe daagh nahi hai ..agar daagh hota to ALLAH isai halal na karta aur aisai duffer waledain bhi duffer aur baighairat hotai hai ..talaqyafta larki ko ghar mai bethaana means un kai leyai daagh nahi hota ..duniya mai agar us jaisai baighairat susraal maujood hotai hai to naik log bhi maujood hotai hai ,wo kisi saaeban ka sahaara lai sakti thi ..bht se trust ajkal kaam kar rahai hai ..laiken mashriqi aurat jo tehri zulm seh seh kar marna jo isai pasand hai ..
sorry mujhai in jaisai larkiyo se koe hamdardi nahi hai ...
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
aisi larkiyaa duffer hoti hai jo baighairat susraal kai aagai khud ko becha deti hai ..talaq koe daagh nahi hai ..agar daagh hota to ALLAH isai halal na karta aur aisai duffer waledain bhi duffer aur baighairat hotai hai ..talaqyafta larki ko ghar mai bethaana means un kai leyai daagh nahi hota ..duniya mai agar us jaisai baighairat susraal maujood hotai hai to naik log bhi maujood hotai hai ,wo kisi saaeban ka sahaara lai sakti thi ..bht se trust ajkal kaam kar rahai hai ..laiken mashriqi aurat jo tehri zulm seh seh kar marna jo isai pasand hai ..
sorry mujhai in jaisai larkiyo se koe hamdardi nahi hai ...
zulm seh k marna pasand nhi hota,,,ye wo social pressure hay jo kisi support k na milne pe girls ko bardasht krna prta hay as they have no other option,,baghair shadi k aik lrki apne parents k ghar reh b ley to itna pressure nhi hota (siwaye un logo k o aate jaate point out karain k ab tk shadi kio nhi ki zarur koi garbar hay n all that) ,,Lakin agar divorce k baad apne hi parents k ghar aa jaye to logon se pehle ghar waalo k rawaiye hi na qabl-e-bardasht hote hain in sab cheezon ko soch k stress bhar jata hay girls k mind pe koi time pe guide krne wala ya sambhalne wala na ho to wo depression may extreme step le leti hain,,,,khair ab to waise halaat badal gey hain girls stand le leti hain families b support krne lag gai hain...we ppl are narrow minded and follow double standards issi wja se ye sab hota hy hala k dunya makafaat e amal hy par khuda khofi nhi rhi logon may..
 
she have to many options ..
eidhi center ,alot of trusts ..etc aur agar wo educated hai to pir to wo kisi grils hostel mai reh kar khud ko paal sakti hai aur agar bachai ho sath mai to ghar waalai agar support na karai to kisi relative kai haa kuch waqt kai leyai panah lai ya kisi trust mai aur job karkai wo khud ghar bhi lai sakti hai jaha wo bacho kai sath ek kamyab life guzar sakti hai ..

sub se pehlai to reshtaa ..
achi tarah chaan been kar reshta kiya jaayai ...shaadi karna sunnat hai farz nahi ..
us cheez se behtar hai kai bhoj samjh kar janwaro ki tarah kisi ko sonp dai ..
laiken agar reshta ho bhi gaya aur susraal lalachi nekla ..magar agar humsafar laalchi aur nashaawar nekla ..pehali to bewi usai samjhayai usai raah e rast pai laayai ..but agar pir bhi larki ki ana, ezzat e nafs ko rondha jaayai to usi waqt bewi ko alag hona chaheyai na kai taizaab phainknai aur jalnai ka intezaar karai ..aur sub se bewaqufaana faisla "khudkushi" yani ye duniya bhi jahannum aur wo duniya bhi azaab !!

sister ye bht long long topic hai bht saarai pehloo is mai aaengai ..
bus asal problem "islam se doori " jub tak ye problem hal na ho kuch teek nahi hoga ..
 
  • Like
Reactions: Umeed_Ki_Kiran

Umeed_Ki_Kiran

Senior Member
May 8, 2013
503
324
213
Karachi Pakistan
aisi larkiyaa duffer hoti hai jo baighairat susraal kai aagai khud ko becha deti hai ..talaq koe daagh nahi hai ..agar daagh hota to ALLAH isai halal na karta aur aisai duffer waledain bhi duffer aur baighairat hotai hai ..talaqyafta larki ko ghar mai bethaana means un kai leyai daagh nahi hota ..duniya mai agar us jaisai baighairat susraal maujood hotai hai to naik log bhi maujood hotai hai ,wo kisi saaeban ka sahaara lai sakti thi ..bht se trust ajkal kaam kar rahai hai ..laiken mashriqi aurat jo tehri zulm seh seh kar marna jo isai pasand hai ..
sorry mujhai in jaisai larkiyo se koe hamdardi nahi hai ...
DEAR ...

BOLNE MAI OR KARNE MAI FARQ HOTA HAI,,
jis pe guzar rahi hoti hai use pata hota hai,,,,or talaq halal zaror hai lekin Allah ka shadeed na pasand halal kam hai ye,,,or jis socty mai hum reh rahe hain yahan talaq ko dagh he samja jata hai,,,yahan to to 15 din shohar se naraz hone wali beti ko nai bhitha pata ghar to talaq yaffta ki to zindagi azab kar dete hain,,

ap apni jaga thek ho,,,orat itni b kamzor nai,,90%khawaten pe ye halat guzar rahe hain,,,
 
  • Like
Reactions: zaryab-irtiza

Umeed_Ki_Kiran

Senior Member
May 8, 2013
503
324
213
Karachi Pakistan
zulm seh k marna pasand nhi hota,,,ye wo social pressure hay jo kisi support k na milne pe girls ko bardasht krna prta hay as they have no other option,,baghair shadi k aik lrki apne parents k ghar reh b ley to itna pressure nhi hota (siwaye un logo k o aate jaate point out karain k ab tk shadi kio nhi ki zarur koi garbar hay n all that) ,,Lakin agar divorce k baad apne hi parents k ghar aa jaye to logon se pehle ghar waalo k rawaiye hi na qabl-e-bardasht hote hain in sab cheezon ko soch k stress bhar jata hay girls k mind pe koi time pe guide krne wala ya sambhalne wala na ho to wo depression may extreme step le leti hain,,,,khair ab to waise halaat badal gey hain girls stand le leti hain families b support krne lag gai hain...we ppl are narrow minded and follow double standards issi wja se ye sab hota hy hala k dunya makafaat e amal hy par khuda khofi nhi rhi logon may..
bilkul mai agree karti hun ap ki bat se,,,lekin abi b just 10/% he larkiyan aesi hain jin k walden talaq k mamle mai unhe sport karte hain,,,warna to moslty yehi kehte hain k jo b hai jesa b hai wohe tumhara ghar hai,,ab marne k bad he tum us ghar se nikal sakti ho......its reallty pher orat k pas 2nd opt khudkushi he rah jati hai,
 
Top