Aj Subha kis ka Face dheka ;)

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
tauba tauba...magar mai to shoq se banata tha..pata nai kyon...
abhi thore hafte mai home maid tak ban gaya tha....
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
hahaha kaam chor :p
BFAST banae se main bhi bohat bachti hoon sbha subha kuch khaye peeye baghair nasshta banae khare ho jao kinna mushkil hay {(popcorn)}
issi liye main nhi banati :-ss
As salam alaikum siss..
haan haan kyun nahi..nashta karne se nahi bachti na..
yehi to raaz hai apka k nashta kiya aur agayi yahan bina nashta kiye logon k sar dard karne..{(71)}
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

As salam alaikum siss..
haan haan kyun nahi..nashta karne se nahi bachti na..
yehi to raaz hai apka k nashta kiya aur agayi yahan bina nashta kiye logon k sar dard karne..{(71)}
waalaikum assalam sis
hahaha haan na ;)
oh nalaiq u ne abhi tak naashta nhi kiya :eek:
maine to subha 9 baje hi kar liya tha usk baad kitne saare kaam kar k aur parh k aayi hoon aur u abhi bhooki hi bethi ho :s

aur koi nae u k sir may dard nhi hone wali u to khud bohat bari sir dard ho ;)
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
waalaikum assalam sis
hahaha haan na ;)
oh nalaiq u ne abhi tak naashta nhi kiya :eek:
maine to subha 9 baje hi kar liya tha usk baad kitne saare kaam kar k aur parh k aayi hoon aur u abhi bhooki hi bethi ho :s

aur koi nae u k sir may dard nhi hone wali u to khud bohat bari sir dard ho ;)
wah...kia andaze guftogo ki hai
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
waalaikum assalam sis
hahaha haan na ;)
oh nalaiq u ne abhi tak naashta nhi kiya :eek:
maine to subha 9 baje hi kar liya tha usk baad kitne saare kaam kar k aur parh k aayi hoon aur u abhi bhooki hi bethi ho :s

aur koi nae u k sir may dard nhi hone wali u to khud bohat bari sir dard ho ;)
:eek::eek::eek:han na pata hai mei to disprin ko bhi fail kardeti hun...
mei toh farry ki baat karahi thi..jinko sar k bina sar dard hojata hai..;):))
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313

:eek::eek::eek:han na pata hai mei to disprin ko bhi fail kardeti hun...
mei toh farry ki baat karahi thi..jinko sar k bina sar dard hojata hai..;):))
janab...sadiya baras gae...aur hum apna sar kalam kar beithe the kisi ke lie...isi liye absar mei koi dard bhi nai hota...
disprin to hum sar ke lie thori lete hein....aur bhi jaga dard hota hai....
 
Top