AeY Allah! Jab bhi tera asmaan daikhta hun
Us mein basa ik jahaan daikhta hun
Na jaane kitne hi jahaanon ki sair karta hun
Khol kar jab tera QURAN daikhta hun
Tere ehsaan kitne hain bandon pe
Jab bhi SURAH REHMAN daikhta hun
Tu tu kehta hai Rag-e-jaan se bhi hun MAIN qareeb
Phir pareshan kyun aaj ka insaan daikhta hun
Us ki REHMAT se kabhi mayoos na hona logo
Tum pe mein uski REHMAT k nishan daikhta hun!