Ab Aur Kab Ankhen Khulengi (A hadith on current situation of Pakistan!!!!!!! )

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
y log khud zimmedar hen apni halet k in logo n zulm ki intaha kar di th
1:allah ki baje apni pir ... S mangte the dua
2:y apni betiyon ki qimet muqerer karte hen shadi k waqt
bati ka rishta =10000 rupees only
3:karo kari ki rasem
kache k area s allan n chaha to 10 sal pani khra rahe ga inshaallah
kache m y kidnep kark boys ko rekhte hen .agwah barae tawan
or kae bate h jo likhne laeq nahi
mujhe koi farq nahi para h sindh ki tabahi s
in logo n dam bnanne nahi diyya aj doob maro ussi pani m jis k liyye larte the
I CANT READ :(SORRY SAVIO BRO MUJHE NAHI PATA APNE THREAD M KIYYA BATANE KI KOSHISH KI HE?

haan choti ye hamare aamal hi hain jo itne masaib hamare sar par hain
lekin phir bhi logon ki ankh nahi khulti

apne sahi kaha ham Allah ko chorke peeron se mangne lage hain Allah k samne sajda to nahi karte mazaron par apna sar jhukate hain aur deen me itna khurafaten ejaad kar diye hain jiski inteha nahi

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Jazak Allah Khair...

Hume mei se buhut se aise loug hian joh aapne gunnaho k khauf se
bachne k lie Astaghfaar padhte hai per aapne amal mei koi behtari nahin
laate...
serf astaghfaar padhna kafi nahin hain saath mei khud ko sudharana aur
salah bhi zaroori hain joh khud he mei ek tauba aur gunnah se bachna
hain.... her insaan mei itna shaur aur hikmat hain joh sahi aur ghalate k
beach fark kersake but ager kamzoor hain toh us sahi raaste per chalne
aur amal kerne mei.... aaj pak per azamayesh ka wakt hai yaha per her
den koi na koi ghalate kaam hota ja raha hain per hum sub serf dekh rahe
hain kessi mei itne himmat nahin k us ghalate kaam ko rokhe yeh serf ek
muslim hone ka nahin balke ek insan hone ka farz hain hadith mei hain k
ek insan tub tuk ek acha musliman nahin ban sakta jub tuk voh ek acha
insan na bane toh kabhi khud he soche k humne kitne hud tuk insan hone ka farz nebhaya hain aur kitne hud tuk musliman...
its something to think about...
 

6sman

Newbie
Jun 12, 2010
139
65
0
38
Lahore
salam,

Indeed we are responsible for our current depleted and pathetic state, we know many of our political leader are nothing but a bunch of hypocrites and liars, yet we keep supporting and chanting their names as if they epitomized all goodness, we stand by them when they disobey Allaah and His Messenger, and when they commit crimes we try our utmost to it cover up, nay even legitimize it. Allaah says; Whatever good, (O man!) happens to thee, is from Allaah; but whatever evil happens to thee, is from thy (own) soul. and We have sent thee as a messenger to (instruct) mankind. And enough is Allaah for a witness. [Al-Qur'an, 4:79] The only way out of this mess we find ourselves in is to adopt true fellowship of the Prophet as the ayah relates, and not mere lip-service, something we've mastered in modern times. We claim to love Allaah yet share with others what is rightfully His, we profess Islam and claim it's the best religion; yet we fail badly when it come to acting upon it, when it concerns naats and praises of the Prophet there's simply no competition, we stand high and above all races; but when he ordered 'lie not' we lie, he said 'protect the orphan' we take their land, 'give people their rights' we steel, 'respect your parents' we disobey, 'love you neighbor' who cares, and how selfish we are when our Prophet ordained 'long for your brother what you wish for yourself', and all we're concerned with is how to use your deen to earn the dunya , as for here-after, جدوں ہووے گا حساب اسی دیکھ لانگے astaghfirullah!
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Ameeen... wayse yeh to sach hai k europe or America may jitna Islam strong hai utna shayad Pak may nai...

Pak may logo ko Kamez Shalwar pahente howay sharum ati hai jab k idher nu muslim pura pura jubbah pehne hote hain or topi laga k ghomte hain...
haan janab Europe aur America me jitna mazboot hai islam shayad hi apko pak me milega

ye to hogayi libaz ki baat uske elawa jo ahem hai wo loog hamse zyada Aqaid me pakke hain mazboot hain unko pura tawaqqo pura yaqeen Allah k upar hai aur wahan k itne bhayanak mahol me bhi deen ka kaam kar rahe hain aur ham muslim mumalik me hote huye bhi haq baat nahi karsakte ya phir karna nahi chahte to phir kaise sudhrenge halat kaise aayegi Allah ki madad

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

RoOMi

TM Star
Aug 11, 2009
3,937
1,809
713
Faisalabad
Jazak ALLAH Khair...........................

I m Alsoo Speechless....

Laken Jo Bhi Hy....

ALLAH Pak Raham Kary..Ameen...
 

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
JazakAllah fnx for sharing
Allah un ki sari preshaniyo ko door ker day
(ameen)​
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazak Allah Khair...

Hume mei se buhut se aise loug hian joh aapne gunnaho k khauf se
bachne k lie Astaghfaar padhte hai per aapne amal mei koi behtari nahin
laate...
serf astaghfaar padhna kafi nahin hain saath mei khud ko sudharana aur
salah bhi zaroori hain joh khud he mei ek tauba aur gunnah se bachna
hain.... her insaan mei itna shaur aur hikmat hain joh sahi aur ghalate k
beach fark kersake but ager kamzoor hain toh us sahi raaste per chalne
aur amal kerne mei.... aaj pak per azamayesh ka wakt hai yaha per her
den koi na koi ghalate kaam hota ja raha hain per hum sub serf dekh rahe
hain kessi mei itne himmat nahin k us ghalate kaam ko rokhe yeh serf ek
muslim hone ka nahin balke ek insan hone ka farz hain hadith mei hain k
ek insan tub tuk ek acha musliman nahin ban sakta jub tuk voh ek acha
insan na bane toh kabhi khud he soche k humne kitne hud tuk insan hone ka farz nebhaya hain aur kitne hud tuk musliman...
its something to think about...
Allahi barik feek sabah

bohot sahi kaha apne gunah se maafi k liye ham istegfar to karte hain lekin apni amali zindagi me sudhar nahi laate yehi iska saboot hai k hamara istegfar bhi batil hai kyun k banda gunahon se tauba k baad apni amali zindagi ko bhi tabdeel karta hai Allah k liye khalis karta hai agar aisa na ho to phir uski tauba sirf waqti aur dikhawe k liye hogi

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
is sab kiwja aik ye bhi hai abhi tak logon ne Khuda k masih ko nhi mana balke uski mukhalfat aur ilzaam lagany mein had kar di.ehmdiyya aik sacha muslim firqa hai lekin is firqe ko qomi ismbly mein daira e islam se kharij kar najia firqa bna dyya aur 72 firqon ne iski mukhalfat kar k islam se alag kar dyya rasool pak (s.a.w)ne farmaya tha islam k kfirqe hon gy aur aik firqa jannati baqi sab nari hon gy.agar ye jhota koi mazhab hota to Khuda isko taraqi na deta kion k jhotay hamesha jald khtam ho jatay hein.phir ehmdion par zulm unko kalma parhnay par jailon mein dal dya jata raha.ab lahore mein jo hamari msajid par dehshat gardi ki gai Allah tala ne to nishan dikhana tha.
ap yahan kisi firqe ki dawat nahi desakte....aur apke liye ye tambeeh bhi hai k aap ainda is tarah ki posting na karen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
salam,

Indeed we are responsible for our current depleted and pathetic state, we know many of our political leader are nothing but a bunch of hypocrites and liars, yet we keep supporting and chanting their names as if they epitomized all goodness, we stand by them when they disobey Allaah and His Messenger, and when they commit crimes we try our utmost to it cover up, nay even legitimize it. Allaah says; Whatever good, (O man!) happens to thee, is from Allaah; but whatever evil happens to thee, is from thy (own) soul. and We have sent thee as a messenger to (instruct) mankind. And enough is Allaah for a witness. [Al-Qur'an, 4:79] The only way out of this mess we find ourselves in is to adopt true fellowship of the Prophet as the ayah relates, and not mere lip-service, something we've mastered in modern times. We claim to love Allaah yet share with others what is rightfully His, we profess Islam and claim it's the best religion; yet we fail badly when it come to acting upon it, when it concerns naats and praises of the Prophet there's simply no competition, we stand high and above all races; but when he ordered 'lie not' we lie, he said 'protect the orphan' we take their land, 'give people their rights' we steel, 'respect your parents' we disobey, 'love you neighbor' who cares, and how selfish we are when our Prophet ordained 'long for your brother what you wish for yourself', and all we're concerned with is how to use your deen to earn the dunya , as for here-after, جدوں ہووے گا حساب اسی دیکھ لانگے astaghfirullah!


Wa Alaykum Assalam Wrwb

Jazakallah khair bro

aapne ek ek baat sahi kahi apki sari baton ka ye nichod hai k ham sirf naak k musalman hain

aur ye sach hai hamare paas khokle dawon k elawa aur kuch nahi sirf baten karna jante hain amal me koson door hain na Allah ka darr o khauf na Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam se mohabbat to kaise na ham par masaib aayenge

abhi bhi hamare paas waqt hai tauba k darwaze khule hain agar ham ab bhi wapas aajayen Quran aur Hadees se chimat janyen to baeed nahi ye sari duniya hamari muthi me hamari taabe hogi Allah ki madad hogi Insha Allah

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
jazak Allah khair...savio bro ... bohat dukh ho raha hai ye sab dekh ker bus hum duwa hi ker sakte hain ke Allah is museebat se jald se jald chutkara dilaye...bohat takleef me hain log...
Aameen
jee sahi kaha apne
 

*honey*

TM Star
Nov 2, 2010
2,107
256
83
gulat baat hai jo b hua gulat hua aur ager unhoon ney nehi benay deya too unhoon ney apny lea kush acha socha hoga kesi ko takleef main daikh k (acha hua) nehi kehna chahe a:)
in logo n dam bnanne nahi diyya aj doob maro ussi pani m jis k liyye larte the
 
Top