Qurbaan jaaoN Apni saada c masoom c @Aaylaaaaa siso k....
Apna har kaam ba-khoobi karti haiN.
machroN ne bahot tang kar rakha tha ghar waaloN ko. inn k zimma kaam lagaya gaya k sab machroN ko maarna hai.
kaafi time guzrnay k baad jab unki behn ne un se poocha
aik kaam tumharay zimma lagaya tha,, achay se nahi kiya, dekho abhi tak machar mere kaan mein gunguna rahay hain.
@Aaylaaaaa ne bari masoomiyat se javab diya
woh kaam to hum ne foran hi kar diya tha. yeh to un ki biviyaN hain jo beva ho kar ab ro rahi hain