Aao Ab bhool k sb shikwe Hum b Eid Milen

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113


Tum ghair iradi taur p koi kaam na kiya karo Annu...kuch ka kuch hojata hai...
Nazam ki ghazal.ghazal ka Dewan..Dewan ka poora maktab..Maktab Se tumhara charcha Chacha Ghalib ki galiyon tak ya darbar e khas me pahunch jayga...phir to mujhe hi diqaten pesh ayngi sabki ghalat fahmiyan door karne me..
Itne mushkilat me mujhe daalkar khud khwab e khargosh k maze mat lo larki...{(angry)}
Apna qalam ba hosh o hawas uthaya karo..Ye koi ahaeni talwar nahi jo josh me uthayi aur sar qalam kardiya..Khoon e nahaq apne sar p lene ki bejaa koshish mat karo..{(confuse)}{(silly2)}{(silly2)}
Umeed k mausoofa ko meri ye faseeh guftagu Gosh kinaar k zarye bhejay e aqdas me paiwast hogayi hogi;));))
Agar nasamjhi me samjhne se qasir ho to Bahaar se rabeta bila muezaa hasil karo...{(haha}){(haha}){(yahoo12)}
nhiiiiiiiiii{(no)}{(no)}{(no)}{(no)}
bahaar ji kyun apne sath hume b pagal karne k dar'pe hain..{(wacko)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113


huffffffff


YA ALLAH hum par reham farma
Baharu ne pta nhi ghalib uncle k kon se deewan
aur ibn_e_insha k konse safar naamey
aur raavi uncle ki konsi daastan parh rakhi hay
k in k nazuk se dimagh ko sambhalana mushkil hoing
aur ab ye hum masoomon par sab undayling ;)

Annu kahi pohanchey na pohanchey

baharu aisi urdu se ooper zaroor pohancha dey gi ;))

ANNU bach k :p
bas dekh len hoor aapa..
inna zulam mujh masoom pe..{(cray)}
{(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
mashaAllah bahot khoob anaaya bahot accha likha.

eid ka din hai galey aaj to mil le zaalim
rasm e dunya bhi hai dastoor bhi mauqa bhi hai.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
wow masha'Allah bht hi acha likha hai Annu
:x :x :x
meri choti nanni poetess
{(hug)}
keep it up​
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513


huffffffff


YA ALLAH hum par reham farma
Baharu ne pta nhi ghalib uncle k kon se deewan
aur ibn_e_insha k konse safar naamey
aur raavi uncle ki konsi daastan parh rakhi hay
k in k nazuk se dimagh ko sambhalana mushkil hoing
aur ab ye hum masoomon par sab undayling ;)

Annu kahi pohanchey na pohanchey

baharu aisi urdu se ooper zaroor pohancha dey gi ;))

ANNU bach k :p
{(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}{(laugh)}
Annu toh jaise taise bach hi jaygi apki zamanat kon lega Hoor siss?{(baby}){(yahoo)}{(popcorn)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Eiden Aati hain aur chup chap guzr jati hain:(
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
Assalam u alaikum
abi ek choti c ghazal likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)


Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen
Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen
in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen
kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
hmm... nice meher ki khushbu boley tu ???{(thinkg)}[DOUBLEPOST=1345722262][/DOUBLEPOST]
Eiden Aati hain aur chup chap guzr jati hain:(
tu ??? u want k koi dhamakey shamakey hon ??
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
hmmm.....................mehar bukhari wali mehar ????:D okey
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalam u alaikum
abi ek choti c ghazal likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
Wa'alaikum assalaam Annu sis Masha'ALLAH bohot hi
pyaari ghazal tehreer ki aap ne eik saal puraani hai
magar iske zouq me ab bhi taseer e taazgi lag rahi hai :)
 
  • Like
Reactions: mirza37

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI
Assalam u alaikum
abi ek choti c ghazal likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)


Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen
Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen
in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen
kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
[/quo
hamesha ki terh bohit hi achi or umdah gazal,, annu,,,
[DOUBLEPOST=1345800382][/DOUBLEPOST]hamesha ki terh bohit hi achi or umdah gazal,, annu,,
 
Top