Aao Ab bhool k sb shikwe Hum b Eid Milen

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Assalam u alaikum
abi ek choti c ghazal likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
 

farhan memon

TM Star
Aug 18, 2011
2,121
377
233
41
Karachi
Assalam u alaikum
abi ek choti c nazm likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dees chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangain lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
Bhout Khoob and Aap ko or aap k GAHER walon ko bhi BHOUT BHOUT EID MUBARAK :)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
khair mubarik...:)
 

Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
ماشاء اللہ بہت اعلیٰ
نکل جاوں میں دل کے تنگ ویرانے سے
مل جائیں اک صحرا میں جہاں رونق عید ہے

 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
Assalam u alaikum
abi ek choti c nazm likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen

walikum asalam..
wow anno tum to chuppi rustam nikli...{(confuse)}
bht acha likka hay siso...khair mobarik...
amezing yar u may mashallah bht talent hay...{(popcorn)}
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Assalam u alaikum
abi ek choti c nazm likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
MashAllah buhut khubsurat Nazam Likha aapne Dear
I really Apreciate it :)
keep it up...
 

Entertainer

Senior Member
Jul 10, 2008
536
564
1,193
35
acha lika he . . .. .keep it up .. . . .. nazm ko to kuch es tarhan selikhtey hein . . . yeh to ghazal ki tarhan se aapney likhdia he . . .
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hmm g is me radeef nhi hai na..is liye nazm hai...
awein hi yahan beth k gheer'iradi tor pe likhi..
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
hmm g is me radeef nhi hai na..is liye nazm hai...
awein hi yahan beth k gheer'iradi tor pe likhi..
Tum ghair iradi taur p koi kaam na kiya karo Annu...kuch ka kuch hojata hai...
Nazam ki ghazal.ghazal ka Dewan..Dewan ka poora maktab..Maktab Se tumhara charcha Chacha Ghalib ki galiyon tak ya darbar e khas me pahunch jayga...phir to mujhe hi diqaten pesh ayngi sabki ghalat fahmiyan door karne me..
Itne mushkilat me mujhe daalkar khud khwab e khargosh k maze mat lo larki...{(angry)}
Apna qalam ba hosh o hawas uthaya karo..Ye koi ahaeni talwar nahi jo josh me uthayi aur sar qalam kardiya..Khoon e nahaq apne sar p lene ki bejaa koshish mat karo..{(confuse)}{(silly2)}{(silly2)}
Umeed k mausoofa ko meri ye faseeh guftagu Gosh kinaar k zarye bhejay e aqdas me paiwast hogayi hogi;));))
Agar nasamjhi me samjhne se qasir ho to Bahaar se rabeta bila muezaa hasil karo...{(haha}){(haha}){(yahoo12)}
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam u alaikum
abi ek choti c nazm likhi hai main ne..ap k sath share kar rhi hon.
aur meri tarf se ap sb ko Eid ki khushiyan boht mubarik:)

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
in weran lamhon me khushiyon k rang bharen
sweet one :)
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!


Tum ghair iradi taur p koi kaam na kiya karo Annu...kuch ka kuch hojata hai...
Nazam ki ghazal.ghazal ka Dewan..Dewan ka poora maktab..Maktab Se tumhara charcha Chacha Ghalib ki galiyon tak ya darbar e khas me pahunch jayga...phir to mujhe hi diqaten pesh ayngi sabki ghalat fahmiyan door karne me..
Itne mushkilat me mujhe daalkar khud khwab e khargosh k maze mat lo larki...{(angry)}
Apna qalam ba hosh o hawas uthaya karo..Ye koi ahaeni talwar nahi jo josh me uthayi aur sar qalam kardiya..Khoon e nahaq apne sar p lene ki bejaa koshish mat karo..{(confuse)}{(silly2)}{(silly2)}
Umeed k mausoofa ko meri ye faseeh guftagu Gosh kinaar k zarye bhejay e aqdas me paiwast hogayi hogi;));))
Agar nasamjhi me samjhne se qasir ho to Bahaar se rabeta bila muezaa hasil karo...{(haha}){(haha}){(yahoo12)}
huffffffff


YA ALLAH hum par reham farma
Baharu ne pta nhi ghalib uncle k kon se deewan
aur ibn_e_insha k konse safar naamey
aur raavi uncle ki konsi daastan parh rakhi hay
k in k nazuk se dimagh ko sambhalana mushkil hoing
aur ab ye hum masoomon par sab undayling ;)

Annu kahi pohanchey na pohanchey

baharu aisi urdu se ooper zaroor pohancha dey gi ;))

ANNU bach k :p
 
Top