A question about islam

  • Work-from-home

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
yaar maine yehi to kaha tha ke namaz nhi hoti aap hi ne meri baat ko radd krdya tha yeh keh ker ke kaba ki chat pe namaz hojati hai
kyunke jahan tak maine maloom kya uske mutabiq namaz nhi ho sakti coz kaba ki chat pe aap kisi one side pe ruk kar ke namaz ada karenge to baqi sides ki behurmati hojai gi aur ap yeh jo bat keh rhe hain sarasar ghalt hai ke quran o hadees ki madad se hum koi masla solve nhi kr sakte coz yeh islaam hamare Nabi SAW pe nazil hoa tha aur aisi koi baat aisa koi masla nhi reh gaya tha jiska hamare nabi SAW ne hame bataya na ho yahan tak ke quran ne b gawahi de di thi ke tumhara deen complete krdya gaya hai or hamare nabi SAW ne bhi is bat ki gawahi le li thi muslims se jummatulvidah ke din ke aisi koi baat nhi reh gayi jo Allah ne mujhko tum logon pe pohonchane ke lye kahi ho aur woh maine na pohonchai ho
islye aapki is baat se agree karne ka matlab yeh hoga ke nauzubillah humare nabi ne musalmano ko adhura islaam dya tha baqi islaam ko baad main ane walen ulma ne complete kya
hamare nabi SAW ke baad ulma ne islaam phelaya tha banaya nhi tha so agar aisa masla jiska kisi ko pata nhi hota uska jawab agar ulma bhi dete hain to woh quran pak ya phir hamare nabi SAW ki taleemat se reference le ker dete hain khud apni sooch se solve nhi karte
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada

mein ne yeh nahi kaha k ulama ne islam ko complete kiya hei. lakin bohat se masail aesay hein jo quran aur hadith mein hein lakin un ko har insan khud se nahi samajh sakta. is liye k woh baaz maslay aesay hein jin ko samajh nay k liye ulama aur mufti hazrat hein. jinoh ne quran aur hadith se masla nikala aur us ko samjha aur usey likha. aap batayen kiya aap aur mein quran aur hadith se maslay nikal saktay hein nahi. baz qurani ayat hein jo wazah tor per ek masla bata rahin hein aur usi aayat se zara gor karnay se ek aur dossra masla bhi mil jata hei. aur yeh kaam na tu aap karsaktay hein aur na hi mein yeh kaam sirf ulama aur mufti hi karsaktay hien. aur bukhari aur muslim waghera se hi ulamaon ne maslay nikalay. lakin khoob gor karnay k baad. is hadith ka yeh matlab bhi hu sakta hei aur yeh matlab bhi hu sakta hei. kitni hadith aesi hein jin k kayo meanins hotay hien lakin kaun sa meaning kahan sahaih hei yeh tu sirf ualama bata saktay hein aaam aadmi nahi. aur ksi bhi maslay ko nikalnay k liye 4 tareekhay hein. sab se pehlay quran phir hadith phir ijmah sahabah aur last qiyas. lakin jo bhi maslay nikalnay wala hota hei us ko usool fiqh parna partiu hei jisay aalim aur mufti parthay hein. aur yeh maloomat mujhe is liye hei kyon k mein aalim ban raha hoon aur mein yeh is liye nahi bata raha k khuda na khuwasta mein show maar raha hoon. sirf is liye k takay aap ko maaloom hu k quran aur hadith se tamam maslay mil jatay hein lakin un ko hari koi nikal sakta. us k liye is ko jana bohat zaroori hota hei. aakhir aap log bohat si beemari ka elaaj khud karletey hein lakin bari beemarion k liye aap ko doctors ki zaroorat parhti hei warnatu koi bhi insan books parh per ilaaj karlay. lakin doctor k pass jata hei kyon k usey pata hei k doctor hi is ka sahi ilaaj bataye ga.
aur kaaba ki chat ka masla k baray mein ne kaha hei k agar koi shaks kaabay ki chat per zuhr ki namaz parhta hei tu us ki namaz hu jaye gi us ko woh namaz dhurana nahi paray gi. lakin us ne ek galat kaam kiya aur woh yeh hei k us ne kaabay ki behramooti ki.
 
no im not agree kyun ke main nahi samjhta ke islaam sirf ulmah ke liye utara gaya hai balke yeh islaam to har insaan ke lye hai lekin aisi baaton se hum khud islaam ko mushkil bana dete hain warna deen e islaam main to har baat intihaii wazahat ke sath aur itni easy tarike se batai gayi hai ke uski misaal hamare nabi SAW ki khud apni hayaat e zindagi hai
ap keh rhe hain ke ek ayar ki ek se zyada meaning hoti hain jo ek ulmah hi bata sakta hai to baat agr kisi ulmah ki meaning ki hi hai to yar is tarha to na jane kitna ulmah hain or aap meri yeh bat aap khud azma sakte hain ke ek choti si ayat ki meaning ko hr ulmah alag pehlo se samjhaiga ghalt meaning kisi ulmah ki nhi hogi lekin ek aam insan confuse hojai ga ke woh kis ulmah ki baat pe yaqen kre aur beshak quran ki hr ayat ka matlab hum khud nhi samjh sakte and isi wajah se to Allah ne apni kitaabon ke sath Rasool bhejen the ta ke hume jo bat samjh na aa sake woh Rasool hamari rehnumai kar sake
and apne kaha ke kuch masle aise hote hain jinko hum quran o hadees ki roshni main solve nhi kar sakte balke ek ulmah hi uska sahi jawab de sakta hain lekin main aapse shartiya kehta hon ke aap aisa hi koi masla dhond ke aalimon ke pas jain to hr aalim aapko us masle ka difrnt solve bata rha hoga lekin yeh b such hai ke har aalim apko quran o hadees ki roshni main hi bata rha hoga to jahan ek aalim dosre aalim se agree nahi hote to ek aam insan kaise agree hojai unki samjhai hoi baat pe?
and last bat mere sath koi masla pesh aya aur maine woh masla ulmah se pocha ulmah ne jo mujhe us masle ka hal samjhaya maine us pe amal karna start kardya lekin kal akhirat ke din mujhe pata chale ke maine jis ulmah ki baat pe yaqeen kar ke uski samjhayi hoi baat pe amal kya tha woh ghalt thi to iska zimmedar kon hoga? ulmah ko to saza mile gi hi sath main Allah mujhe bhi saza de ga or mujhse bhi poche ga ke kya quran o hadees ki taleemat na kafi thi? maine jo nabi bheja tha kya uski taleemat main koi kami reh gayi thi? kya tumko aqal nhi di gayi thi ke tumhe sahi or ghalt ki pehchan na ho sake?
bat sirf itni si kehna chah rha hon ke beshak boht se masle aise hote hain jinko hum bazaat e khud solve nhi kar sakte but iska matlab yeh b nhi hota ke un maslon ko ulmah solve karte hain to wohi sahi hote hain islye behtar raasta yehi hai ke ulmah se pochen lekin amal sirf us baat per hi kare jis baat pe amal karne ka hukm hamare nabi SAW ne ya phir Quran pak main Allah ne dya tha
 
mere bhai mein aap se bilkul agree karta hoon k ulama jo bhi maslay nikaltay hein quran aur hadith ki roshni mein nikaltay hein.
lakin mere kehnay ka maqsad yeh hei k quran aur hadith mein baaz maslay aesay hein jin ko wazahat k saath byan kiya hei
aur baaz aesay hein jinko samajhna parta hei k yahan us ka kya matlab huga. aur us ko samajha nay k liye ulama hein jo usool fiqh
parhtay hein aur un usool ki bina per maslay ki wazahat nikaltay hein. for example:
hadith mein hei k saa(bartan ya trazao) ko saa(bartan ya trazo) k badlay na becho. ab is se aap ki kiya samajh aata hei k woh bartan jo steel ka hai us ko
doosray steel k bartan k saath na becho. lakin is ka koi sense nahi banta. tu ab ulama ne gor kiya tu Imam ab hanifa ne kaha k is ka matlab k har woh cheez jo ek jins ki hu jesay 1 kg miti
choona ko 1 kg miti ya choonay k saath nahi bech saktay. yeh imam hanifa ne apnay gor fikr se nikala.
jab k imam shaafee ne kaha k har woh cheez jo khanay ki hu us ko khanay k badlay nahi bech saktay. yeh ek hi hadith k du mukhtalif maslay nikalay duno hadith ki roshni mein hein. ab sawal yeh hei k kiya aap aur mein bagher in usool ko
parhay bagher rabic ko janay in maslo ko nikal saktay teh? bas isi liye mein ne kaha k baaz maslay sirf ulama samjha saktay hein aur wohi un maslu ka hal nikal saktay hein quran aur hadith ki roshni mein. lakin un usool ko parhnay k baad
jisay usool fiah kehtay hein aur mufti in usool ko acha tarah parta hei isi liye fatwa bhi
aalim nahi detay woh sirf masla bata detay hein lakin fatwa jo deta hei woh mufti deta hei. us k liye alag se 2 saal parhna parta hei.
aur bhi kayi aesay maslay hein jo ulama hazrat ne quran aur hadith ki roshni mein nikalay cause dekh ker. mein aap ko bata sakta hoon lakin yahan nahi pm kar k.
ulama nikaltay quran aur hadith hi ki roshni mein hein. aur kaabay ki chat ka masla yehi hei

k agar kisi shaks ne zuhr ki namaz parhli tu kiya usey dhurani paray gi? nahi usey dhurani nahi paray gi us ki namaz hu gayi lakin usko gunah milay ga. kyon k us ne kaaba ki behramooti ki
agar yaqeen na hu tu kis bhi ulama se pooch lein
hannafi ulama se shaafi ulama k haan nahi hugi.

k agar kisi shaks ne zuhr ya sr ki namaz parhi kabay ki chat per tu kiya us dhurani paray gi ya nahi?
 
Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
thread moved to Islamic Questions and Answers..

and Fahad and Ahmed... plzz bhes mat kijiye...
 
Abhi aapne ek hadith sunai or uski 2 ulmah ki wazahaten bhi batain ke hanifa ne kaha k is ka matlab k har woh cheez jo ek jins ki hu jesay 1 kg miti
choona ko 1 kg miti ya choonay k saath nahi bech saktay. yeh imam hanifa ne apnay gor fikr se nikala and dosri tarf apne kaha ke imam shaafee ne kaha k har woh cheez jo khanay ki hu us ko khanay k badlay nahi bech saktay
to mujhe sirf apse yeh pochna hai ke ek aam muslaman jisko deen e islam ke bare main zyada nhi pata woh ab kis Aalim ki baat pe yaqeen kare? ulmah dono hi hain dono hi quran o hadees ki roshni main hi yeh baat keh rhe hain to phir dono hi ulmah ki baten ek dosre se change kyun hain? kya islaam ka mazhab itna pachida hai ke is islaam main ek ulmah bhi dosre ulmah ke khilaaf bat kr rha hota hai or uski baat se disagree ho ker bilkol diffrent wazahat kr rha hota hai ek hadith ki? mere bhai ulmah Nabi SAW ki zindagi main bhi the aur woh nabi ki sikhai hoi taleem pe khud bhi amal karte the aur nonmuslims ko bhi uski taleem dete the apni marzi se koi baat shamil nhi karte the islaam main or
na hi koi aisi baat baqi reh gayi thi ya koi aisa masla baqi reh gaya tha jo hamare Nabi SAW ne apni hayat main uski wazahat na ki ho or us time ulmah main dosre ulmah se kisi baat pe ikhtilaf kyun nhi hota tha? haan maanta hun bohot se masle aise hote hain jinki wazahat zarori hojati hai to kya islaam inhi maslon ka name hai? aap mujhe count kar ke batain ke aise kitne masle hain jinka solution sirf ulmah hi nikaal sakte hain mushkil se do char hi aise masle honge lekin un do ya char maslon ki wajah se pore deen ko difficult bana dena theek hoga?
or yar yahan ka jo topic tha woh yeh tha ke kaba ki chat pe namaz ho sakti hai ya nhi ho sakti kisi makhsos namaz ka topic nhi tha lekin aap sirf zohur ki namaz ke bare main hi bata rahe hain to apki bat ka mtlb yeh to nhi hoa ke kaba ki chat pe sirf zohur ki namaz ho sakti hai or fajar asar maghrib n isha ki namaz nhi ho sakti?
bt main abi b yehi kahunga ke kaba ki chat pe namaz nhi ho sakti kyunke namaz ka hukm kaba ke atraaf or kaba ke rukh pe parhne ka hai na ke kaba ke andar ya kaba ke oper
lekin ap sirf ek wajah bata rhe hain ke behurmti hogi to is tarha to masjidon ki chat pe b namaz parhi jati hai halanke masjdion ke groundflore pe bhi quran pak tadaad main rakhe hote hain and dosri bat kaba ki chat ki b safai ke lye kaba ki chat pe jaya jata hai but namaz mamno islye hai ke namaz kaba ke atraf main parhne ka hukm hai yr or kaba ki chat pe kaba apke atraf nahi hota balke ap kaba ke oper hote hain
 
seedhi si baat hai ba yeh cheez hei tu hei matlab is per tu tamam deoband ulama follow kartay hein. like darul uloom india aur madaris. aur in ulama mein ikhtelaaf apnay usool ki bana per hei inoh ne jo usool ki banah per kaha hei. lakin yeh dono aesay nahi hein k yeh kahain k tum ne galat kaha ya tum ne gallat. balkey baaz uqaat hanafi shaafi ko follow kartay hein aur shaafi hanafi ko. aap aur khud sochay k aap kiya nikal saktay hein teh is hadith ki wazahat
ab is se ziyada mein nahi samajh sakta k mein aap ko samjha sakon gan aur na aap mujhe samjha sakay gein. isi liye yahan bhas ksarnay se acha hei k aap kisi ulama se mazeed malumaat hasil karlain aur mein tu ker hi raha hoon.
 
yar jo questions main aapse pochta hun uska to aap answers nhi dete or pta nhi kahan ki or konsi baaten start kar dete hain
maine apse yeh pocha tha ke ek hadith ka khulasa imaam hanifa or abu shaafi ne ek dosre se bilkol difrent bataya to as a muslim mujhe kis ulmah ki baat pe yaqeen karna chaye?
dosri baat b meri kuch isi type ki thi ke koi masla agr main kisi ulmah se pochta hun to hr ulmah uska bilkol mukhtalif solution batata hai to jahan ek ulmah apne dosre ulmah ki bat se agree nhi hota ek aam musalman kaise agree hojai us baat se?
and maine yeh bhi pocha tha ke kaba ki chat pe namaz parhna jaiz nhi or wahan namaz nhi ho sakti but aapne start main aker mujhe kaha ke wahan namaz ho sakti hai bt aapne abi tak explain nhi kya ke wahan namaz kaise ho sakti hai coz aap sirf zuhor ki namaz ki baat kr rhe hain kya wahan sirf zuhor ki namaz jaiz hai baqi koi namaz jaiz nhi?
or abhi last post main aapne end main kaha hai ke main kisi ulmah se malomat karun aur aap to ilm hasil kar hi rahe hain
to mujhe apse just yeh pochna hai ke aapne itna zyada ilm hasil krliya hai ke aap alim e ghaib ban chuke hain?
aap kaise keh sakte hain ke maine ulmah se maloom nhi kya hoga ya mujhe in baton ka ilm nhi hoga?
or isi post main aapne kaha ke is baat pe tamam deoband ulmah muttafiq hote hain to aap se mujhe just yeh pochna hai ke muslims sirf deaband hote hain? ke agr is baat pe tamam deoband ulmah yaqeen krte hain to hum bhi yaqeen karlen?
 
سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
میرے بھائیوں
آپ کس مسلے میں الجھ گئے کس کو کعبہ کی چھت پر نماز پڑھنی ہے یا کس کو موقع مل رہا ہے
اسلامی فقہ میں سینکروں مسائل ہیں جن کا عام طور پر بیان نہیں ہوتا یہ مسلہ بھی اسی نوعیت کا ہے
آئمہ اربعہ کے درمیان سینکروں ایسے مسائل زیر بحث آئے ہیں جو عام طور پر ہماری زندگی میں پیش نہیں آتے
ان باتوں پر بحث کرنے سے کیا فائدہ ہوگا
ہمیں اپنے بنیادی وہ مسائل جو ہمارے روزمرہ عبادات میں زیر پیش آتے ہیں ان کی معلومات پر توجہ دینی چاہئے اس پر تبادلہ خیال ہونا چاہئے تاکہ اسلام کے ساتھ ہمارا تعلق مضبوط ہو اور مسائل کا علم میں اضافہ بھی ہو
ہمیں اسلام کے بنیادی مسائل کی طرف متوجہ ہونے کی ضرورت ہیں
 
Top