A question about islam

  • Work-from-home

Redvirus

Business Opportunities Network
VIP
Jul 3, 2009
13,363
7,771
1,313
Torino, Italy
bht c jagahain hain aisi jaha namaz ni ho sakti coz namaz k liye jaga ka pak hona zarori hai.......................

like ap washroom main namaz ni parh sakty!!!
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
Brother yeh mein ne book name hidayah ki hei us ki yeh sharah hei us se liya hei. is mien ehnaaf ne kaha hei k kaaba ki chat per namaz parhna sahi he haan makrooh hei hei is liye k us se kaaba ki taazim khata hu jati hei. yeh book jo bhi shaks aalim banta hei Deobadi k haan tu 100% aur mere kiheal se doosray jamaton(bralvi) mien bhi yeh kitab parhai jati hei.

[/IMG]
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
yr ahadees ki to yeh 6 buks haina sahi bukhari, sahi muslim, abu doud, ibn e maja, abu malik,and trimzi and aap jis book ka name bata rhe hain uska image show nhi horha yr mere pas bt mujhe yeh pochna hai ke kya woh book inhi sihah sittah main shamil hoti hain? coz yr maine yeh parha tha ke kaba ki chat pe namaz nahi parhi ja sakti kyun ke namaz kis tarf rukh kar ke parhenge? jaise hum log kaba ki tarf rukh kar ke parhte haina namaz but kaba ki chat pe kis tarf rukh karenge?and dosri baat agar kaba ki chat pe namaz jaiz hai to phir parhi kyun nhi jati?azan to Hazrat Bilal ne bhi di thi bt namaz ada nhi ki gayi kabi
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
im nt worry yr mujhe to yaqeen hai ke namaz nhi hoti kaba ki chatt per bt acha haina ke confirm hojai coz main nhi chahta ke meri kisi bat pe bina confirm kye yaqeen krlya jai is tarha agr woh bat ghalt hoi to gunah to mujhe milega na
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
It's good thinking aur waisy bhi kisi cheez per ankh bund ker k yaqeen ker lena Islam may kahi nahi likha, bul k yeh kaha gaya hay ager app ku koi doubt hay tu pehlay books say dekho ager nahi milay waqt k mufti say consult karo aur ager woh ha may answer day tu bila chono chara yaqeen ker lu aur ager woh no kahi tu us ku rud ker do
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
yaar HM bro maine na bohot pehle ek book main read kya tha with refrnce bt ab main woh baat or woh hadees b bhol gaya but jab maine yeh question dekha to foren hi zehen main agaya iska answar aur maine share b krdya bt such to yeh hai ke yeh bat jis hadees main likhi thi woh hadees yaad nhi mujhe aur afsos is bat ka hai ke jab mujhe is baat ka reference nahi pta tha to maine yeh baat share kyun kardi
sirf islye aapse keh rha tha ke aap confirm karlen plz take agr main ghalt hon to mujhe sahi pata chal jai
 

Zakwan

_ZAKKY
TM Star
Nov 29, 2007
2,220
1,119
1,213
35
Canada
bro kaaba ki chat per imam shaafi k nazdeek namaz nahi hoti hei. imam abu hanifa k nazdeek makrooh hei. aur saudia arab mein shaafi mazhab hei wahan agar aap kisi bhi ulama se poochein gein woh yehi kahay ga k sahih nahi. aur jis kitab ka mein reference diya hei woh koi hadith ki book nahi hei. woh fiqh ki book hei jisey baad k ulamaon ne banaya hei. aur ek baat aur tamam maslay masail hadith mein nahi miltey baaz aesay maslay hein jin ko baad k ulama k zamanay mein pesh aaye teh tu unoh ne us per gor ker k masail nikalay. aur agar tamam maslay kitabon mein mil jatay tu mufti aur aur ulama ki kiya zaroorat reh jati. agar aap ko mazeed jana hei tu kisi bhi mufti aur ulama se pooch lein woh aap ko yehi kahay ga k agar namaz parho gey kaabay ki chat per tu hu jaye gi lakin yeh na pasandeeda amal hei kiyon k is se kaabay ki taazeem nahi rehti.
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh
Top