A Conversation Between 2 Persons

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Assalam alaikum Dosto.:)

ye ek farzi guftagu hai jo maine likhi hai parhiye samajh aajayega in sha Allah.
ek ko main naam dia hai ayaan aur dosre shaqs ko qhizer.

ayaan larkiaon ka shouqeen tha.wo college student tha aur har waqt ye chahta tha k uske aage peeche larkian ghoomti rahen.aur tha bhi bahot handsome.jiski wajah se college ki larkian bhi uske saath waqt guzarna pasand karti thin.

uska ek dost tha Qhizer jo saath me hi usi college me parhta tha.ye islamic larka tha.ghar me maa baap ne isse sahih islam ki taleem di thi.wo larkiaon se dur hi rahta tha.aur unke saath baat cheet karna aur unse rah o rasm barhaana buran janta tha.

ek din Qhizer ki ayyan se baat cheet hui isi masle par.aur wokuch ye hain.

Qhizer : yaar ayaan tum bahot handsome ho aur college ki itni saari larkian tumahare irgird ghoomti hain.kia tumne kabhi sooncha hai k ye sab kitna ghalat hai?

Ayaan : yaar qhizer choro na in baaton ko main bhi janta hon k ye sab ghalat hai.laikin ye modern zamana hai isme ye sab kuch to hota hi hai.

Qhizer : laikin ayaan islam to rahti dunya tak keliye hai na.uski taleem to change nahi hogi.

Ayaan : dekho yaar Qhizer main janta hon k islam ki talemaat rahti dunya tak keliye hai.laikin ye batao aaj islam ko kaun follow kar raha hai?dunya bhi na badi ajeeb hai agar hum koi choti ghalti kar baithe to log hame samjhane lag jaate hain.laikin un bade bade ghundaon aur badmashon ko koi kuch nahi kahta.

Qhizer : ayaan har ghalti ibtedaa me choti hi hoti hai.laikin jab uski himmat barh jaati hai usse koi rokne wala nahi hota to wo isse badi ghalti kar baithta hai.aur jiske aamaal ka jawab qabr me usse hi dena hai.

Ayaan : han Qhizer main janta hon.isliye mujhe mere haal par chor do.main Allah se muafi maang lunga wo bada ghafoor ur raheem hai.

Qhizer : ayyan Allah ko uski 99 sifat k saath hame dekhna chahiye naake sirf raham k taur par.kyunke wo jabbar bhi hai aur qahhar bhi.ek hadees main tumhe sunaata hon ghaur se suno.

ek martabe Allah k nabi(pbuh) k paas ek shaqs aaya aur usne Allah k nabi(pbuh) se ijazat chahi k mujhe zina kane ki ijazat den.to baazu baithe sahaba raziAllahu anhum ajmayeen ghusse me aagaye.laikin Allah k nabi(pbuh) ne unhe rok diya.aur us shaqs se chund swalat kiye.

nabi(pbuh) : mujhe ye batao kia agar koi tumhari maa k saath zina karega to tum usse ye kaam karne doge?
wo aadmi : nahi ye kaam main ksie ksi ko karne dunga.

nabi(pbuh) : kia agar koi tumhari bahan se zina karna chahe to kis tum iski ijazat doge?
wo aadmi : nahi main usse ye kaam nahi karne dunga.

nabi(pbuh) : kia agar koi yahi kaam tumhari biwi ya beti se karega to kia tum iski ijazat dogey?
wo aadmi : ghusse me aate hue nahi.

nabi(pbuh) : ne farmaya jab tum apni biwi apni bahan aur apni maa beti k saath ye kaam na pasand karte ho to kyun dosre ki aurton k saath ye kaam karna pasand karte ho?
wo aadmi : nihayat hi sharminda hua.

Qhizer : subhanAllah dekho ayyan aaj hamari misal bhi yahi hai.to batao kia tum bhi is baat ko pasand karte ho k koi tumhari bahan k saath dating par jaaye aur mouj masti kare.nahi na? to dost aajse ye kaam choro aur apne liye wahi pasand karo jo dosron keliye pasand karte ho.

ye sunkar ayaan ko apni ghalti ka ehsaas hogaya tha.aur us tareeq se usne larkiaon k saath dating par jaana aur mouj masti karna chor dia.kaaash k aaj hamari musalman bahan bhai bhi is baat ko samajh paate.[DOUBLEPOST=1355751733][/DOUBLEPOST]@Don @Qawareer @*Muslim* @S_ChiragH @kool~nomi @Sabah @Atif-adi @Ally @~Unknown~ @Mahen
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikumussalaam MASHA'ALLAH bohot hi achha aur naik kaam kiye ye likh kar
ALLAH PAK kare aapki mehnat rang laaye aur isse loug faaiyda haasil karen Aameen .
 
H!N@

TM Star
Jul 12, 2009
4,098
2,198
1,113
Karachi

ye sunkar ayaan ko apni ghalti ka ehsaas hogaya tha.aur us tareeq se usne larkiaon k saath dating par jaana aur mouj masti karna chor dia.kaaash k aaj hamari musalman bahan bhai bhi is baat ko samajh paate.
JAZAKALLAH
Boht hi achi conversation or hadees.....

keep sharing
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Walaikum salam Wrwb!
JazakAllah khair buhut he acha aur mufeed conversation aap nay arrange kiya, thumbs up for that, just ek choti se jagah pe aap shayed kuch likhna bhol gaye ya hosakte hai mai nai samajh paye but please point me if iam wrong ya pir correct it if you forgot that!

nabi(pbuh) : mujhe ye batao kia agar koi tumhari maa k saath zina karega to tum usse ye kaam karne doge?
wo aadmi : nahi ye kaam main ksie ksi ko karne dunga.

us admi ki dialogue mei "nahi" likhna aap bhol gaye ho shayed, " nai yeh kaam mai kessi ko kerne nai donga" aisa kuch shayed likhna tha?
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P

Nice Sharing brother ... Isi Tarah Sabaq Amooz Threads likhte rahain Jazaka Allah
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Walaikum salam Wrwb!
JazakAllah khair buhut he acha aur mufeed conversation aap nay arrange kiya, thumbs up for that, just ek choti se jagah pe aap shayed kuch likhna bhol gaye ya hosakte hai mai nai samajh paye but please point me if iam wrong ya pir correct it if you forgot that!

nabi(pbuh) : mujhe ye batao kia agar koi tumhari maa k saath zina karega to tum usse ye kaam karne doge?
wo aadmi : nahi ye kaam main ksie ksi ko karne dunga.

us admi ki dialogue mei "nahi" likhna aap bhol gaye ho shayed, " nai yeh kaam mai kessi ko kerne nai donga" aisa kuch shayed likhna tha?
jazakAllah khair k aapne is baat ko note kia.laikin main samajhta hon mera likha jumla sahih hai sirf maine -kaise - k spelling ghalat likhdiye.

wo jumla kuch is tarha hai - nahi ye kaam main kaise ksi ko karne dunga -
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
jazakAllah khair k aapne is baat ko note kia.laikin main samajhta hon mera likha jumla sahih hai sirf maine -kaise - k spelling ghalat likhdiye.

wo jumla kuch is tarha hai - nahi ye kaam main kaise ksi ko karne dunga -
Ohhhh achaa, phir shayed mujhay samjhne mei ghalti hugae sorry :)
 
Top